Apko dil se salaam karte hain,subah ka har lamha apke naam karte hain.Ye aur baat hai ki aap se thoda door hain hum,magar yad to subah sham karte hain.

Us ne tora wo taluq jo meri zaat se tha,usko ranj najany meri kis baat se tha,la-taluq raha wo bhi auron ki tarha,Jo achi tarha waqif meri zaat se tha.

Marne par hume jannat mile na mile,Ye hawa ye fiza mile na mile,Sms karne mein abhi to kasar mat kar aye dost,Kya pata narak mein network mile na mile.

Dil Ko Manana Gar Hota Aasaan , , ,Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshan , , ,Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main , , ,Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan . . .

Aansu tumhari ankho se le jayenge hum.Sapne sunhre tumhe de jayenge hum.Zarurat ho hamari to aawaz na dena?Bus mud k dekhna.Saye me nazar aajayeng hum.

Jane kya mujhse zamana chahta hai,mere dil ko tod kar muskarana chahta hai,jane kya baat jhalkti hai mere chehre se,k har shks mujhe aazmana chahta hai

olta nahi koi,is liye zamane sek log toot jate hai faisle sunane se.kyun uddas beithy ho is trah andhere me!dukh tu kam nahi hote roshni bhujane se.??

Zikr unka hi aata hai mere fasane me,jinko jaan se jyada chaha hamne jamane me.Tanhai me unki hi yaad ka sahara mila,nakamyab rahe jinko hum bhulane me

Wo Na Aye Un Ki Yad Aa Kr Wafa Kr GaiUn Se Milne Ki Tamannah Sukoon Tabah Kr GaiAhat Hui Socha Asar DUA Kr GaiDarwaza Khola To Dekha Mazak Hawa Kr Gai.

Jinki yaad main hum deewane ho gaye,Wo humi se begane ho gaye,Shayd unhe talash he aab naye dost ki,:madKyunki unki nazar main aab hum purane ho gaye..

Darya Wafaon Ka kabhi rukta nahiPyar main insaan kabhi jhukta nahikhamosh hain hum un ki khushi k liye aurwo samajh bethe hain K Dil Humara dukhta nahi

chaha tha us ko rooh ki gahraiyon k sathzinda hain apni zaat ki tanhaiyon k sathroka nahi us ko bicharny k waqt bapni wafa py naaz tha sachaiyon k sath

Jab Kabhi Dil Ko Wo Yadon Se Rehai De GaMere Ander Koi Toofan Sunai DegaUss Se Milte Hee Yeh Ehsas Hua Tha MujhkoYe Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga

Lafzoo ki justjo ma sub Kuch ganwa dia,wo chal dia ma tarz-e-ada dhundta rha,us ko kisi na rub se lia mang,or ma sajday ma gir k harf-e-dua dhundta rha

kash aisa koi tum b moujzah kardo.meri har hasrat har arzoo ko fana kardo.ya to wafaon ka dars tum b seekh lo.ya to apni tarah mujhe b bewafa kar do...