Dil Hii To Toda Tha Kisi Ne Aye Mere HakeemKyon Hua Ke Zakhm Mera Ye La-Dava NiklaAaj Hai Apnii Bulandii Par Tujhe Kitnaa“ Naaz“Isii Zameen Se Yaad Rakh, Hai Aasmaan Nikla...

Dil ki dhadkan se ehsaas tumhara hota haiThame koi hath to wo hath tumhara hota haichalti hai hawayein to wo pyar tumhara hota haimeri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai

Ab is se bhar k bhalan kia ho ehtiyaat-e-wafa,Mai tere shehr se guzron, tujhe khaber na karon!Wo aik pal ko dikhayai to de kahin Mohsin,Mai jaan ganva ke bhi us pal ko mukhtasir na karoN!

Arz kiya hain....Pine de sharab teri aankho se saaki!!!!!!!!Pine de sharab teri aankho se saaki????Pine de sharab teri aankho se saaki???????Kyunki aab is mehfil me glass ki kami hain. :)

Log laut jate Gum hamaraLog laut jate Gum hamara dekhkar jaise Lehar laut jati hai kinara dekhkar.Matt dena kandhha meri Arthi ko tum kahin phir se Zinda na ho jau Tumhara Sahara Dekhkar.

Raah ka humsafar hi nahin,Main aapki manzil bhi hoon.Tanhayee ka sathi hi nahin,Main aapki har mehfil mein hoon.Khud se mujhe door na samajhna,Main aapke hi dil mein hoon.....~*~ timy ~*~

Na chaho itna k chahtoon seNa chaho itna k chahtoon sey der lagta hai,Na aao itna kareeb k judaiyoon sey der lagta hai,Aap ki wafa per brosa hai hamey,Mager apney naseeb sey der lagta hai

App ki mahobbat hum ko ku raj na ayei 2App ki dushmani hum ko ku itni bha gayi.Sayad jamane ko kadar nahi hai mahabbat karne walo ki 2Is liye nafrato se bhari hai ye najar duniya walo ki.

Kya Ek Hum He Han Jo Kisi Ke Awaaz Ko Tarstay HanKya Ek Hum He Han Jo Kisi Ke Yaad May Martay HanUnko Khabar Nahe K Unkey Call Kay Intzaar MayKub Say Phone Pay Nazran Jamye Hum Bathay Han

"tum jo pal pal jore ke dil tore dete hoye tumhari adat hai ya hamare saath hi aisa karte hotumhare ye adat bar bar dil tore daite hai hamaraaisa na ho ke jorne ke like na rahe dil hamara

Nadiyon se Kinare Toot Sakte hain,Aasmaan se Taare Toot Sakte hain.Magar Iss Baat ki kabhi Umeed Mat Karnaki Hum Doston ko Yaad Karna Bhool Sakte hain .+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

muhabat karny do mujh kokisi py marny do mujh koujara is ne gulshan kohawa sy larny do mjujh komain kamzor darya huntu phir utarny do mujh komeri hasti adhuri haimukammal karny do mujh ko

Jigar ki aag say iss dill ku jalta daikhtay jaoLuti jati hay armanon ki dunya daikhtay jaoIssi din k liey bolo tumhain kya ham nay chaha thaKeh gam barbad hun aur tum tamasha daikhtay jao

ghar likhoon kabhi kahani zindagi ki, terey zikr sey shuru karoon terey naam pe tamam kar doon,kya karoon boht khuddar sa aashiq hoon,warna jahan sey mangoon tujhe aur apney naam kar doon

kia kahoon tujhay?dil kahoon to toot jay gakhuwab kahoon to bikhar jay gaaa tera naam zindagi rakh doonmaut say pehlayto tera sath choot na pay ga���;-