ped se patte girte haiudhanewala koi nahinpyar toh sabhi kartainlekin nibhanewala koi nahin

usko ankhon k dareeche se juda kaisay karoon,wo meri zaat k har pehlu se bayaan hota hai...

Kon kehta hai k pani ko tarastay thay "HUSSAIN"UN KAY HONTON ko tarasta raha pyaasa pani...

main jo bikhroon to sath na rukna warna,,,,ungliyan dard karen gi mujhey chuntey chuntey...

Kuch Khatakta Tou Hy Pehlu Mein Mere Reh KerAb Khuda Janey Yaad Hy Teri Ya Dil Mera ... !!!

kisi aankh ko sada do kisi zulf ko pukaro!barri dhoop parr rahi hai koi saayebaan nahi hai.

kia khabar sath chor de yeh zindagi kahan.saghihastay hoay zamanay main sub say mila karo.-

apni tamna se kbi kuch chaha tha humny,teri he khushi ko dhondhty rahy to badnaam ho gaye..

Tuje Khone Ka Tasawar Bhi Mai Kese Ker Lon...!!!Tuje Paya Hy Sub Khuch Kho Kr Mai Nay...!!!

Phir na ki jiye ga meri gustakh nigahon ka gila,Dekhiye ap ne phir pyar se dekha mujh ko...

Teri Tammana, Tera Intizar Aur Tanha Sa MainThak Ker Muskuraa Diya, Jab Ro Nahi Paya. . . !

Takhleeq-e-Kainat Ki Ye Reet Bari Niraali Hai..Jo Ho Na Saky Apna Acha Bhi wohi lagta Hai..

ye fitna admi ki khana weerani ko kua kam hai.howe tum dost jis k dushman aasman kauon ho..

shumaar uski skhawat ka kua karen keh wo shakhs.charagh bantta pherta haicheen kar ankhain.

ik aag thi kay jaltay rahay jismain umar bhar,ik dard tha kay jismain khayanat kabhi na ki!