Mere Jism Se Uski KhushbuAaj Bhi Aati Hy "Mohsin"Main Ne Fursat Mein KabhiDil Se Lagaya Tha Usay

ye jo rishton k tarazu hain sabhi jhoote hai..,is dikhaaway ki mohabat se nikaalo mujh ko....!!!

sub se yun milna k jesay dil main koi dukh na ho,mujh main ye khoobi hai sub khaamyon k bawajood

mujh se gil mut kare ae meri jaan-e-jaan.mujh ko yeh bata mujh se zyada tujhe or koi chahta hai.

wo kahta tha se bicher k viraan ho jain gay hum,aaj pury shehr me sb se roshan ghar us ka mila..

Na karo ham say rag-o-jaan mein samaany ki baateinKhultay nahin ham kisi pay aagahi ki hadd tak!

Tere Zulfoon mein saja kar WAFA ki kaliyanApnay daaman mein liye phirta hoon main ilzaam k phool

ae qasid agar usne dosti k laye kuch likha hai.tu us kah de k "AMI"ne dost bnana chor daye hain.

mery kufr-e-mohabat pay na kar tanqeed ay saaqi..koi to bat dekhi thi,k sajda kar liya hum ne...

Tumhare Hijr Ki Sadiyan, Tumhare Wasal K Din...Main Us Shumar Se Niklon Tu Aur Kuch Sochon...!!~

Ab to Tanhai KaYeh Aalam haiFARAZ,Koi Hans Key BhiDekhay To Mohabbat Kaa Guman Hota hai......!!!

Kabhi lay Mujh sy Mery Shab-o-Rooz ka Hisaab,Phir Dhoond Apny Siwa Kuch Or Meri Zindagi Main...!

Hum ne dekha tha faqat Shauq-e-nazar ki khatir...Ye na Socha tha ka tum dil mein utar jao gay...

HovY mar k hm jo ruswa,hovY Q Na GharQ-E-DarYa....Na kabi janaza Uthata na Kahin mazaar hota...:

Kheench leti ha hamain tumhari "Muhabbat" warna...!Akhri baar milay hain kayi baar tujh se...!!!