aakhri mulaqat sey mujhko bas ye maloom howa.usse dushwar lagta hai ab mujhse taakluq-e-wafa rakhna.....

*. . .Neend Aankhon Ke Dareeche Se To Hai Door Magar,..Khowab Aate Hain Phir Sone Ka Bahana Ban Kar. . .*

* Chalo Mana k Humein Piyar ka Izhar karna Nahi Aata..* Jazbaat na Samjh SakoItne Nadaan to Tum b Nahi.!!

sari jawani uthaye rakha muhabat ko kandhon per...aik din tang aa kar utaar pankha kua museebat hai ye...

Wo Kitny Mehraban The K Hazaron Gham De Gaye FarazHum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sake Piyar K Siwa

Mujh ko teray Qurb ki khawahish tou hai magar.....Ulfat ka jo Maza hai wo inhi Faaslon main hai..........

Ab Milein Gey To Khoob Rulain Gay Us Sang Dil Ko FARAZ,Suna Hai Rotay Main Usko Lipat Jany Ki Adat Hai...

Hum Har Roz Udas Hote Hain,Aur Shaam Guzar Jaati Hai,Kisi Roz Shaam Udaas Hogi,Aur Hum Guzar Jaayenge....

*. . .Aaj manzil pe khara hai woh nai shaan k sath,..Tum hanstay thay jisay rastay mein gira k logo. . .*

"guriya"kisi kay aik aansu sey hazaron dil taraptey hai.kisi ka umar bhar ka rona yunhi bekar jata hai...

ub k na kerna uska zikar meri wafa ki mahfil main.agar wo aye tu use kahna meri mahfil se door ja k roye.

Be Rukhi Se Dekha ThaBe Rukhi Se Dekha ThaTune Jane Se PehleBus Yehi Gham Mujh KoSatata Rahe Ga Umar Bha

shafa deta hy zakhmon ko,tumhara marhami lehja...magar jo dil pe chalte hain,wo khanjar bi tmhare hain...

Maza Barsaat Ka Chaho To In Aankhon Main Aa BethoWoh Berson Main Kabhi Bersey Yeh Berson Sey Barasti Hain

hay baad-e-marg bhi yaaro wohi tafreeq ka aalam...na qabrein aik jaisi hain,na katbay aik jaisay hain...!