Gr yhi hai kismat meri to khud ko barbaad krke dekhte hain.Ghar luta ke apna chal tujhe abaad krke dekhte hain.Gr yhi hai naseeb mera ke guzre zindgi aah bharte bharte.To aye rab tu is se siwa kya dega faryaad krke dekhte hain.Yeh pyaar ishq mohabbat sab jhoote fasane hain.Na ho yakeen to aao khud ko in bandishon se azaad krke dekhte hain.

Ab Zindagi Ka Koi Sahara Nahi HaiIss Jahan Mein Koi Hamara Nahi HaiChua Unka Daaman Toh Woh Haskar BoleYeh Mohabbat Ka Daaman Tumhara Nahi Hai..———————-Vaade Pe Woh Aitbaar Nahi KarteHum Zikr-E-Mohabbat Sare Bazaar Nahi KarteDarta Hai Dil Unki Ruswai SeAur Woh Sochte Hai Hum Unse Pyaar Nahi Karte...

Kabhi shaam kabhi aanchal ka kinara dena,Mein agar doob ke ubhroon to sahara denaTeri ulfat mein mukammal hoon har pehlu se,Mujhe dard bhi dena to saara dena.Main tujhe ghum ke samandar mein kinara doonga,Tu mujhe hijr ke tufaan mein sitara dena.Main teri yaad ke sehra mein rehta hoon “Ashiqe”Kabhi aana to halka sa ishaara dena.

Jab usko meri yaad ayaa karegiTab vo meri gajal gungunaya karegiUthkar dekhegi kabhi tasveer meriPhir use sine se lagaya karegiJab bhi najar aayegi meri nisaniyaUnko daman main chhupaya karegiBeete dino ki beeti kahaniChhup chhup ke geron ko btaya karegiRakha hai jo usne andhre main “Prakash”Bhul par apni pchhtaya karegi….

Chalo aaj khud ko saza dete haiHar khwaish dil mein daba dete haiKhaye hai bade dhoke rah-e-ulfat meinTod kar dil kisi ka ab maza lete haiMajbur hai dil unse preet nibhane koWoh hai har mod par daga dete haiToh kya jo mili hume sirf tanhayiUnhe khush rahene ki dua dete haiGawara nahi unhe ki dekhe nazar bharAaj apni ruh tak hum jala dete hai.

Mere is shehar ka ek chehra hain tune dekhaPar yahan hain kitne chehreYeh tune na hain sochaHar rang har dhangHar kisam ke log hain yahanKoi apna zindagi leleTo koi begaana zindagi de jaaye yahaanBahut dekha is shehar ko paraayon ki nazar seBb ise bhi pyar ki nazar se dekhKi yeh bhi hain tarasta rahaaDhoondh rahaa apnese sheharwaalon ko yahan.

Khoobsurat NaamAey Hasin lardki, Appna naam toe batati ja,Aey Hasin lardki, Mera dil toe leyti ja,Aey Hasin lardki, Tere dur sey na jaunga,Aey Hasin lardki, Tujhe utha ley jaunga,Aey Hasin lardki, Tujhe raat bhr jagaunga,Aey Hasin lardki, Tere khawabon mey aunga.Aey Hasin lardki, Appna naam toe batati ja,Aey Hasin lardki, Apna dil toe deyti ja.

Meri Zindgi Ko Ek Tamasha Bana Diya UsneBhari Mehfil Mein Tanha Bitha Dia Usne,Aisi Kya Thi Nafrat Usko Mere Masoom Dil SeKhushiyan Chura Kar Gham Thama Dia Usne,…Bohat Naz Tha Us Ki Wafa Pe Kabhi Hum KoMujh Ko He Meri Nazron Mein Gira Diya Usne,Kisi Ko Yaad Karna To Us Ki Fitrat Mein Shamil NahiHawa Ka Jhonka Samjh Kar Bhula Diya Usne !

Rotey hai teri yaad meiniske siva hum kya karenKismat mein hona tha judatujhse gila hum kya karenKar ke duva manga tujhepa kar magar khoya tujheMange khuda se aur kyakoi fariyad hum kya kareinJab tak teri tasveer thi dil meinpyara tha dil ka aainaJab tu hi nahi hai dirubatoh yeh aaina hum kya kareiRotey hai teri yaad meiniske siva hum kya karein

Ho Chuki Mulakat Aabhi Salaam Baki HaiTumhare Naam Ki Do Ghut Sharaab Baki HaiTumko Mubarak Ho Khusiyoon Ka ShamyaanaMere Naseeb Me Aabhi Do Gaz Zameen Baki HaiVijayshayar hum baneyHam Aaj Shayar Hai Tumhe Shayari BanayaDil Hamara Hai Magar Dilbar Tumhe BanayaDukhi Hum Hai Magar Sukhi Tumhe BanayaTere Pyar Ne Aaj Mujhe Kya Se Kya Banayagreetings

Rotey hai teri yaad meiniske siva hum kya karenKismat mein hona tha judatujhse gila hum kya karenKar ke duva manga tujhepa kar magar khoya tujheMange khuda se aur kyakoi fariyad hum kya kareinJab tak teri tasveer thi dil meinpyara tha dil ka aainaJab tu hi nahi hai dirubatoh yeh aaina hum kya kareiRotey hai teri yaad meiniske siva hum kya karein

Samajhta nahi yeh dil samjhane chale aao,Dilon ke faasle mitane chale aao,Janoon-a- ishq mein diwane ho gaye hain,Apni bahon mein mujhe samane chale aao,Na dur reh kar tadpao na dil ko tarsao,Apna bana ke apnayiat dikhane chale aao,Mera ishq sacha hai, mera aitbaar karo,Mera ishq mera pyar aajmane chale aao..Na dur rehkar tadpaona dil ko tarsao,

Bheed main rishtoon ki is dil ko akela dekhaZindagi aisa bhi hum ne tera chehra dekhaAb to band hone ki aankhoon ko ijazat de deBarsoon aankhoon nay tera jaag k rasta dekhaUmar bhar saath chale phir bhi rahe hum tanhaHum nay qurbat me bhi faasla aisa dekhaUs nay banhoon main sama rakhe the dariya lekinHum ne sahil ko jo dekha bhi to pyasa dekha..