Helloo every body,mauka na kisi ka jayejaan jaye to jaye ..dil ki har baat adhoori hain abhimauka bhi milta hain kabhi kabhiwo samjhte hain main maukagava deta hoonareey unhe kya patamain har baar maukaunko deta hoon

Abhi kya kahen abhi kya sunayen,dil ki tadap kis ko bataye,jaane kya hau dil ke andar jo chupke se tooth raha hai,Ankhon mai jese aasho ka samandar uhmad raha hai,Jaise ab toh mera khuda hi mujh se rooth raha hai !!!

Zindagi ke sitam sahte gayedil mein har zakhm sajate gayezindagi berukhi, bewafaa sahihum to mohabbat nibhate gayezindagi ki rakeebi zindagi hi jaanehum to zindagi ka jashn manate gayedil mein har zakhm sajate gaye..
Der lagi lekin, maine ab hai jeena seekh liya,Jaise bhi ho din, maine ab hai jeena seekh liya,Ab maina ya jaan lia ki kya Khushi hai aur kya Gum hai,Dono he do pal ke hai rutte, na toa gum thehra aur na khushi ruki..
Jindagi phir tanhaa ho gai hai/Benaam si koi daastan ho gai hai//Tera dard,teri tadap, khalish teri,Dil ki dhadkano mein ravaa ho g ai hai//Jee bhar ke na dekhne paye the tumhein,Bas pal bhar mein tu dhuan ho gai hai.
Zindagi qed-e-musalsal ke siwa kuch bhi nahiKiya tha jurm- e -wafa is k siwa kuch bhi nahiJeene ki aarzoo me roz mar rahey hainDaawa teri muhabbat ke siwa kuch bhi nahi———————
Mujhko yakeen hai sach kahti thi jo bhi Ammi kahti thi..!Jab mere bachpan ke din the chand pe pariya rahti thi.ek ye din jab lakho gam aur kaal pada hai aansu kaek wo din jab ek jara si baat pe nadiya bahti thi…
Is Dil ko Pyaar mein dhadakne ki Sazaa to milni hi thi,Ishq ki Bahaaron ko ek na ek din yeh Khizaa to milni hi thi,Yeh to humne haske Zindagi ko gale laga liya thaaWarna dhundhne par Marne ki ek Wajah to milni hi thi..
Tere shahar me mera janaja teri gali se gujar rha ho.Mere janaje ka phool har ek teri gali me bikhar rha ho.Ya isse phle meri mohabbat jara sa tu aitbar kr de.Khada hu tere hi ghar k niche jara sa mujhko bhi pyar kr de.
Tabeer jo Mil jati to ik khwab Bahut tha.Jo shaks ganwa Baithay hain Nayab Bahut tha.Me kaise Bacha leta Bhala kashti-e-dil koDarya-e-Mohabbat me sailab Bahut tha.————————
Tere shahar me mera janaja teri gali se gujar rha ho.Mere janaje ka phool har ek teri gali me bikhar rha ho.Ya isse phle meri mohabbat jara sa tu aitbar kr de.Khada hu tere hi ghar k niche jara sa mujhko bhi pyar kr de.
Mere sine pe tera sar rakh ke sone ka intezar,Raat bhar jee bhar ke pyar karne ka intezar,Jo sath gujare the wo lamho ke lot aane ka intezar,Tuje apna bana ke sang jee ne ka intezra,Aur ye intezar khatm ho ne ka intezar.
Zindagi ne mujhe bahut kuch sikhaya Thanhayi mein jeena sikhaya,Pyar ko chupana sikhaya, Doston se haske milna sikhaya,Aur man hi man rona sikhaya,Ab kya kahunZindagi ne bahut kuch sikhaya Magar jeena nahin sikhaya
Muje aaj b uska wo pyaar yaad aata haiJitna pyaar hum useh karte te, useh jyada wo humse kiya karti ti,Hamei afsos nahi unke chodne per,Hamein afsos hai toh bas apne aap perJo uske ke pyar ko sambhalne mein nakamiyab rahe