tum laakh chupao seeny main ehsaas hmari chaht ka dil jab bhi tmhara dherka hai awaz yahan tk aai hai
tum laakh chupao seeny main ehsaas hmari chaht ka dil jab bhi tmhara dherka hai awaz yahan tk aai hai
Chorr kar hum ne ameeri, ki faqeeri ikhtiyar. . boriye per baithy hain qaleen ko thokar maar kar. . !
Kabhi dekh dhoop mein khare tanha shajar kO, MOHSIN, Aisay jalte hain WafaOn kO nibhanay waley…
Mere liye to wo khan’jar bhi phool ban ke uthaa, Zabaan sakht thi, lehjaa magar karakht na tha.
Saba sey kertay hein gurbat naseeb zikar-e-watan.! To chasham subah mein ansoo ubharney lagtey hein..
Yaado’n ki aag thi k khayalo’n ki chaandni Shab bhar mery makaan mein ik roshni rahi. . !
Main Khoon Baich Kar Roti Khreed Laya Hon….!! Ameer-e-Shehr Bta Ye Halaal Hai K Nahi….???
Shayed teray lab’on ki chatakh sey ho je bahal… Aay dost muskura key tabiyet udas hai..!!
Judai’yan to ye mana bari qayamat hein.! Rafakat’on mein hein dukh kis kadar kiya kahiye..
Jo apni zaat sey bahir na nikal saktey! Unh’ein thokar’ein do char aye zamana laga…
Umar-e-rafta phir nahin muskaayi bachpan ki tarah, Maine gurriya bhi khareedi, phool bhi le ker diye..
Jisey hota nahi ehsas aur’on ki musibat ka.. Wo ik pathar to ho sakta hai lekin dil nahi hota.!!
Saray parind so gaye, khuwab nagar mein kho gaye, , Ows mein bheegta raha, raat ko baagh mein koi. . !
Jis key naseeb mein hon zamaney ki thokar’ein! Us bad-naseeb sey na sahar’on ki baat ker..
Jita jita key muhabbat, dikha dikha key khalos.. Barey fareb sey loota hai dost’on ney mujhey.!!