Unhain bhi dastaan hijar chupke sey sunaa hi di, Sukoon e shaam gham ban kar, Sitarun ki zuban ho kar..

Tamana teri wajud ki hoti to dunya sa chen lata…. ISHQ tari rooh sa ha as liya khuda sa mangta hu

Unhain bhi dastaan hijar chupke sey sunaa hi di, Sukoon e shaam gham ban kar, Sitarun ki zuban ho kar..

Abhi so-e-chaman dekhi thi bijli ki chamak main ney, Koi mil jaye tu main hairat pochun nash-e-man ki..

Ay dil dekhain wazeh ki pabandian kisay, Ghar rooth jaein hum tu manata nahi koi.. ..sagheer ahmad jaan

Apna saaya bhi judaa lagta hai apni zaat se, Hum ne os se dil laganay ki saza pai hai.. ..Qaleem Usmani

Seenay se laga loon to lag jati hai seenay se…. Tum se to kaheen achi tasveer tumhari hai….

In Barish Ki Boondun Mein Na Jane Kis Ke Ansoo Hein Sadioon Pehly Shaid Koi Sadiyon Beth K Roya Tha !!!

Mera Taluk Jura Hai Kuch Is Tarah Tumse, Jaise Insan Ka Rishta Khud Apnay Ap se Hai……!!!!

Lamha Lamha mera Iss Dukh main basar hota hai, Kay zindagi bohat kam hai tujhy chahny kay liye…..

Manzilain Sab Ka Muqadar Hon Yeh Zaroori To Nahin Kho Bhi Jaatay Hain Nayi Raahon Par Chalnay Walay?!!!

Chaand ho suraj ho ya koi charagh-e-rahguzar. . ! Roshni deta hai jis k dil mein jal uthti hai aag. . !

Chain leny nahi daiti hai us ki yaad ‘Sana’. . ! Naam bhi yaad jisay apna dilaya jaaye. . !

YEh DUnya ek lamhe main tumhe barbaad kar degi Muhabbat agar mil bhi jaye to usey mash-hoor mat karna..

Is Zindagi ko jeene ke liye ek Bahana darkaaar tha Aap gham dete gaye aur hamari basar hoti gayi…