KAbI kaBi soChta ho Kisi QatIl k haWaly kar don Zindigi Apni yun Roz Roz judayi mAin mujh Sa marra nAhe jata.
KAbI kaBi soChta ho Kisi QatIl k haWaly kar don Zindigi Apni yun Roz Roz judayi mAin mujh Sa marra nAhe jata.
ooh-e-rosahan kay aagay shama-h rakh kar wo ya kahtay hain udhr jata hai ya dekhain , idhr parwaana aata hai
waqt k sath badalney ka hunar tou har koyi rakhta hai maza tou tab aaye k waqt badal jaye aur insan na badley
Qasam un mast ankhon ki main wo lub-raiz-sagar hoon Jo masti main chalak jaun, toh mehkhano ko lay dooboon ..
?Tere bakhshe hue gham ka karishma hai k ab…. Mujhe har gham apne mayar se kam lagta hai”….
Na tha kuch to Khuda tha, kuch na hota to Khuda hota, Deboya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota…
Chup chup k ro’un aur sir-e-anjuman hansu’n. . ! Mujh ko ye mashwara mery dard aashna ka tha. . !
Subha tak kiya kiya teri umeed ney tanay na diye.!! Aa gaya tha sham-e-gham ik neend ka jhonka mujhay…
Yehi raha hai muqaddar mery kisaano’n ka K chaand boe’n aur unko gehen zamee’n se mily. . !
Kaat detay hain hr baat meri jhunjhula kr…… Aaj gussay mein wo talwaar banay bethay hain…..!
Shama bujhti hai to mehfil mein dhuaa’n uthta hai.!! Dil bhuja youn key zamaney ko khabar na hui…
pathr k khuda , pathr k sanm pathr k he insan paay hain tum shehr-e-muhabt kahty ho hum jaan bacha kr aay hain
Na hongay hum tou aey jan-e-tamanna, terey jalwey bhi Bari mushkil main par jaein gay mehroom-e-nazar ho kar..
Shayad is dukh sey ujri chali jati hai zamee’n. Ab to insaa’n ka sitar’on per basera ho ga..
Jaha’n wo aish ki baat’ein guzar gaye darwesh.. Waha’n ye ranj key din bhi guzar jain gey.!!