Mohabbat mein ik roz aye ga aesa, Main roothon ga tum ko manaana parega..
Mohabbat mein ik roz aye ga aesa, Main roothon ga tum ko manaana parega..
Daikh ley sokhi tehni’yon ki taraf! Poch mat intizar kiya shey hai!
hum jisk lye jeeye ja rhe hain, woh bewafah jee rha hai ksi or k lye. . .
Ye rakh rakhao sikha gai us ko, Wo roth kar bhi muje muskara k milta hai.
Aadmi, Aadmi sey milta hai, Baat karni tu kuch gunah nahi.. ..Agha shaye
Bhari Bazam mein raaz ki baat keh di, Bara Be-Adab hun, saza chahta hun..
Kerker K Minnate Teri Adat Bigaar Di Zalim Hamne Tujhe Sitamgar Bana Diya
Mujh py wajib hai aansoun ki zakaat, gham ki dolat sy malamaal hoon main!
Kitni hi Zindgian Ujaar Betha hai… Es IShq ko mout kyu nhin aati???
Zindagi Hai So GuzaR Rahi Hai Warna, Humain guzRay To Zamanay Huye…
Itna asaan nahin tha mujh ko bhulaana, Uss ne khud ko ganwaa diya ho ga..
Na koi gham na khushi, koi taluq nahin, Mujh ko bhi tu apne jaisa kar de..
Mosam-e-hijer aya qayamat laya. . . Phr wo mosam to gya qiamat na gae. . .
Pathar bane hoe the zuban de gea humen, Ehsas ki ragon me lahoo bolta hoa.
Dhoondtey us ko koochey koochey phirey, Dil ne hum ko kiya kharaab bohat..