Ashqi sabr talab aur tamna betab..! Dil kia kia rang krun khon-e-jigar hony tk..
Ashqi sabr talab aur tamna betab..! Dil kia kia rang krun khon-e-jigar hony tk..
Nikaal de dil se khayal uska, Yaadein kisi ki taqdeer badla nahi kartii…!!
Hum Tujhe Sheher Mein Yun Dhoondtay Hain, Jis Tarah Loog Sakoon Dhoondtay Hain..
Humen bhi apni tabahi pe ranj hota hai, Hamare haal e preshan pe muskurao nahin.
Mana k tera waqt Qeemti hai, khaas hai, Ham bhi nayab hai tu ne hi to kaha tha..
Saiyaad qafas mein rehnay sey nateeja! Mein qaid rahun ga nazar azaad rahey gi..
Me tera naam na lon phir bhi log pehchanain, K app apna tarof hawa bahar ki hai.
Jaam bhar de takallufaat na kar. . ! Hum faqeero’n se aisi baat na kar. . !
Kaise is hijar ki basti me guzara ho ga, Pani acha hai yahan ka na hawa achi hai.
Samandar muztarib hein raat bhar sey…! Na janey kia ugalna chahtey hein ..
Kuch aur mangana mere mashrab me kufar hai, La apna hath de mere dast e sawal me.
Qaes sahab ka to us gham me ajab haal hoa, Apne raste me na parta ho bayaban koi.
Zulmat ka ye talasm to tote ga aik bar, Jugno ki roshni bhi sar e sham kam nahin.
Zindagi sey hum kuch udhar nahi letey Kafan bhi letey hain tu apni zindagi da ka
in hasratoon say kahdo kahi or ja basain itni jaga kahan hay dil e daghdaar main.