Bhool sako to bhool jao ijazat hai tumhe, Aik bhool karney ki ijaaazat hai tumhe..
Bhool sako to bhool jao ijazat hai tumhe, Aik bhool karney ki ijaaazat hai tumhe..
Ansoo Hansi Hansi Mein Nikal Aaye Q Faraz?? Bethe Bethe Ye Kaunse Ghum Yaad Agaye?
kis kadr masoom, kitni shoh, lekin bewafa humne pucha kon,woh ghbra k boli zindagi
Ye Waaqiya Hai Ke Naaqaam Rehta Hun Aksar Mein Jub Bhee Apna Koi Imtehaan Leta Hun
Bohat se log they mehmaan mere ghar lekin, Wo janta tha k hey ehtamam kis k liye..
Iss daur ka ek barra fasaadi hoon main, Jo sach lage bas wohi keh deta hoon main..
Zindgi jurm e musalsal ki trha kaati hai Janey kis jurm ki payi hai saza yaad nahi
Lafzo mein fasanay dhundte hain hum log, Lamho mein zamanay dhundte hain hum log..
Baadh kar ahd-e-wada koi gaya hai mujh say, Aay meri umar-e-rawan or zara ahista..
Zindegi thak kar girti hai tu kheyal aata hai Jan Lewa hai La-hasil ki tamana krna
Tujh sy ab koee wasta nahi laiken.. Teraay hissay ka waqt aj bhi tanha guzarta hai
ab to dard sehny ki itni aadat ho gae hy faraz jab dard nahe milty to dard hota hy
Najane kis ki humen umer bhar talash rahi, Jise qareeb se daikha wo dosara nikala.
Na itni taiz chale sir phari hawa se kaho, Shajar pe aik hi pata dikhai daita hai.
Mutrib e zeesat bari dair se hai naghma sara, Hae wo log k jo gosh bar awaz nahin.