zindagi jabar-e-musalsal ke tarha kate he jaane kis jurm ke saaza kaate ab yaad nahi
zindagi jabar-e-musalsal ke tarha kate he jaane kis jurm ke saaza kaate ab yaad nahi
Hum ne rakha hai use dil k makan me, Barson jo kabhi hum se shanasa sar e bazar hoa.
ik umer se adat hai tere sham o sahar ki ab kon teri yaad k mamool ko badle…!!
Ye aarzu bhi boht cheiz hai magar humdum Wisaal-e-yaar faqat aarzu ki baat nahi. . !
Lazat lamas nigahon se bhi mil sakti hai, Husan ko hath laga kar kabhi mela na karo.
Guzari hai meri umer sarabon k safar me, Ae reeg e rawan abb kisi chashme ka pata de.
Kia jane kis kheal se chehra damak utha, Me chara gar ko daikhata hon chara gar muje.
Qafas udas hai yaro saba se kuch to kaho, Kahen to behar e khuda aj zikar yaar chale.
Shehar ka shehar hua jaan ka piyasa kesa.. Saans leta hai meray samney dariya kesa.!!
Jo bhi rasta is ki janib ley jaye.. Asa’n ya doshwar hai, mujh ko piyara hai.!!
Ik ghazal meer ki parhta hai parrosi mera, Ik nammi si meri deewaar main aajati hai..
Ye zaroori to nahin k aag se jal jaye bashar Kch cheezon ko muqadar b jala detay hain
Mein tujh ko bhool chuka tha ik umer k baad Tera khayal kai aya k chot ubhar aai. . !
Jabar se taat e yazdan bhi hai bar e khatir, Piar se adat e khitmat bhi ho jati hain.
Joo apni aik nazar se jahan badal dale, Hazar sheikh haram se woo baada khawar achaa.