*zindagi mein abtak aapka nishaan baki hai,,aankhon mein na sahi..baaton mein na sahidil me...aapka ishq-e-naadaan baki hai**iss barbaad mehfil mein raunak bahut hai,,na dard ki kami,na nashe ki kami,khaali hi sahi...par jaam baaki hai**meri naakaam mohabatt ka silsila ha yahi,,,na hai umeedain..na hi saanseniss pinjar-e-viraan mein abtak jaan baki hai*~ Tum Bin ~
Like (0) Dislike (0)
Your Comment