Agr woh pochein tou un se kehna un ka aashiq basta tha yahanDekhna un ko woh pepal ka peid aur kehna gaaney woh tanhai mein gungunata tha yahan.Le jana un ko darwazey pe aur kehna intezaar woh kiya karta tha yahan.Phir rakhna ungli dil pe aur kehna.. Shikayat karta tha ke dard hota hai yahan.

Your Comment Comment Head Icon

Login