Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin atakahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin atayahan anay ko to har din kissi ke saath ata haijesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin atawho jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thito phir rstay hamary mein wo roshan sitara kyon nahin atabohat hairat hai ab baaghon mein jab kaliyan chatakti hainhamary dehyan mein lehja tumhara kyon nahin atakabhi phelay hoay pairon se jab kirnein jhalakti haintasawur main un ankhoon ka ishara kyon nahin atabhatakta phir raha hoon din ke is weraan jangal meinmehakti sham ka rangeen kinara kyon nahin ata

Your Comment Comment Head Icon

Login