Kabhi es tarah meray ham nafs,Sabhi chahtein meray naam kar,Agar ho sakay tu kabhi kahein,Meray naam bhi koi shaam kar,Meray dil k saye main aa zara !Meri dharknon main qayam kar,Yeh jo meray lafzon k phool hain,Teray raastay ki ye dhool hain,Kabhi in say sun meri dastan,Kabhi in k sath qalam kr.
Like (0) Dislike (0)
Your Comment