Meray dil meray musafir.Hova pher say hukam sadir.K watan badar hon hum tum.Dain gali gali sadaain.Karain rukh nagar nagar ka.K soraagh koi pain.Kisi yar-e-nama bar ka.Har ik ajnabi say pochain.Jo pata tha apnay gher ka.Sar-e-koay-e-tashanayan.Humain din say raat karna.Kabi is say baat karna.Kabi us say baat karna.Tumhain kia kahoon k kia hai.Shab-e-ghum bori bala hai.Humain yah b tha ganeemat.Jo koi shumar hota.Humain kia bora tha marna.Agar aik baar hota.
Like (0) Dislike (0)
Your Comment