Tumhari zulfein tumhari palkeinTumhari aankhein tumhara chehraTumharay shaanaySurahi daar gardenKalion mein khanktay kanganHinaai haathaon mein unglionKi haseen purrain k jin meinSandal mehak rahi haiYeh naram saanson ki gungunahatQadam uthao tu dharkanein sathChorti hainbadan ka har zawiya qyamatNahi tumhari missal goriKamal ho tum kamal goriTunicsay sab kuch haseen haiLajawab hai parMeri nahi haiTumhara kuch bhi mera nahi hai
Like (0) Dislike (0)
Your Comment