Zamanain bher ki nigahoon main jo khuda sa lagaywo ajnabi hai mager muj ko aashna sa lagaynajanain kab mairi duniya main muskuray gawo aik shakhs k khaboon main bhi khafa sa lagayajeeb cheez hai yaro yeh manzaloon ki hawask rahzen bhi musafer ko rehnama sa lagaydilay tabah! tera mashwara hai kiya k mujhaywoh phool rang sitara bhi bewafa sa lagayhoi hai jis say manawer her aik aankh ki jheelwoh chand aaj bhi mohsin ko kamnama sa lagay
Like (0) Dislike (0)
Your Comment