itanaa TuuTaa huun ki chhune se bikhar jaongaaab agar aur duaa doge to mar jaauungaalekar meraa pataa vaqt raayagaa na karomain to banjaaraa huun kyaa jaane kidhar jaauungaais taraf dhundh hai jugnuu hai na chiraaG koiikaun pahachaanegaa bastii mein agar jaauungaazindagii main bhii musaafir huun terii kashtii kaatuu jahaan mujh se kahegii main utar jaauungaayahaan rah jaayenge guldaano mein yaadon kii nazarmain to Khushbuu huun fizaaon mein bikahr jaauungaa0300 2711 588 / 0333 9968 674
Like (0) Dislike (0)
Your Comment