khushnuma lamhon ko kaise ghrahan laga diya tumnekhilkhilaati masarton ko kaise tanha bana diya tumnetumhe to sab kuch tha pata kya kuchh hain hone waalakuchh na bataya raaz apna benoor chhod diya tumnehum to laaye the jalti mashalon ki lou dhundkarkar daala andhera mashalon ko bujha diya tumnemousam ki tarah rang badalte rahe tum baar baarjab bhi jaanna chaha chehra laga diya tumnetumhara har gunaah chhupa liya dost bankarkahe kise humhari vafa ka achha sila diya tumne0300 2711 588 / 0333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login