tujh se milna ko kabhi jo hum machal jate haan,tu khaylon main buhat dur nikal jate han,gar wafaon main sadaqat b ho shidat b ho,phir tu ehsas se pathar b pighal jata haan,uski ankhon k nashe main hun jab se duba,larkharte hain kadam or sanbhal jata han,bewafai ka mujhe jab b hayal ata hai,askh rukhsar par ankhon se phisal jata hanpyar main ek he musam ha baharon ka farazlog musam ki trha kesa badal jata haan

Your Comment Comment Head Icon

Login