Unhi ko dhoond rahi hai nigha- e -shouk meri,jo ban ke ajnabi mehfil mein aaye baithe hainighaein neeche kiye sir jhukaye baithe hai,yehi tou hai jo mera dil churaye baithe hai,jo raaj chhup nahi sakta churaye baithe hai,bade hasin tassavvur mein kho gayi hoon main,ki jaise woh mere pehlu mein aaye baithe hai..
Like (0)Dislike (0)
Gar ashq na hote inme..To aankhen itni khoobsurat na hotiJo gum na diye hote jamane neTo khushi ki keemat pata na hotiJo bewafai na ki hoti yaroon neTo wafa ki keemat pata na hotiJo tanhai ka ehsas na hota..To mehfilo me raunak na hotiAur jo Mange se hi mil jati har murad..To bakhuda,Khuda ki jarorat hi na hoti
Like (0)Dislike (0)
Chalo muskura do yeh pal badal na jaayekhabar kaya ho kal kaun yahan samajh paayeTum akale nahi pareshan es jahan meiGum hum ko bhee hai kaise tumhe batayeYuin ro ro kar agar sukoon aa jaayeaansoonon kei yahan kyon na samadar lag jaayeHaathon mei likhi lakeere agar batayeDuniya mei phir kayon koi gam najar aaye
Like (0)Dislike (0)
Rukhsat Howa To Baat Meri Man Kar GayaJo Us Ky Pas Tha Wo Mujhy Nadan Kar GayaBichra Kuch Is Ada Sy Ky Rut He Badal GayeIk Shakhs Sare Sheher Ko Veeran Kar GayaDilchusp Waqia Hy Ky Kal Ik Azez DostApny Mafad Par Mujhy Qurban Kar GayaKitni Sudhar Gaye Hy Judai Main ZindagiHan Wo Jafa Sy Mujh Py To Ehsan Kar Gaya.
Like (0)Dislike (0)
Rukhsat Howa To Baat Meri Man Kar GayaJo Us Ky Pas Tha Wo Mujhy Nadan Kar GayaBichra Kuch Is Ada Sy Ky Rut He Badal GayeIk Shakhs Sare Sheher Ko Veeran Kar GayaDilchusp Waqia Hy Ky Kal Ik Azez DostApny Mafad Par Mujhy Qurban Kar GayaKitni Sudhar Gaye Hy Judai Main ZindagiHan Wo Jafa Sy Mujh Py To Ehsan Kar Gaya.
Like (0)Dislike (0)
Roshni ko mein rosni deta hun ,apne vatan ko apni takdeer deta hun,mangegi jaan bhi agar yeh mitti mujhse,to kaid un zanjeero ko apni pehchan deta hun Kisi ki aankhon mein pyar mila tha….zindagi mein bas ek bar mila tha …Kya pata tha par hamari taqdir me to…. bas unka inteezar hi likha tha..
Like (0)Dislike (0)
Chahat ek nagma hai..Gulab phool hai..Zameen dharti maa hai..Dil pyarsa bandhan hai..Mausum waqt ka ehsaas hai…..Yaad kisi ka aana, chahat hai,Chahat phoolon ke gulab ki tarah,sada mahakane wala ehsaas hai,Jo zameen aur asman ka pharak paarkar deta, jo chutki mein/palak chapakte hi,dil ka rishta jod deta!
Like (0)Dislike (0)
Jisko maine de di apni ye zindagi,Woh shakhs hi mera qaatil niklaWafaparasti main na koi kami ki,In wafaon se na kuch haasil niklaIshq, mohabbat, qasme waade,In lafzon ka asar uspe baatil niklaHum to toofan se darte rahe lekin,Jisne duboya mujhe, wo saahil nikla !!——————–
Like (0)Dislike (0)
Aik tau dil ki chori karte hoOoper se seena zori karte hoHum se tau aisa ho nahein saktaAur tum zora zori karte hoMere khilaaf badhkaate ho sab koLogoon se meri chugalkhori karte hoMujh se jhoota pyaar jataa karYoun apna dil pashori karte hoPehle Asghar ka fon number milaate hoaur phir sorry sorry karte ho.
Like (0)Dislike (0)
Jaane kya mujhse zamana chahta hai,mera dil todkar mujhe hi hasana chahta hai,jaane kya baat jhalakti hai mere is chehre se,har shaks mujhe aazmana chahta hai.Kya dukh hai ki samundar bata nahi sakta,ansu ki taraha ask baha nahi sakta,tum sath chod do ge isme tumhari khata ky,har saksh mera sath nibha nahi sakta.
Like (0)Dislike (0)
jane kyu ap kuch naa kahke bhi kuch kah jate ho,jane kyu ap door se hi apnapan de jate ho,kabhi sochate hain ki kya wo ap..hi ho,jo hazaron dhadkan me base aur hmse milne aate ho.yakin to nahi ata khud par,lekin jab bhi soche ap hi nazar aate ho,aur dhadkan ban jate ho,jane kyu ap kuch na kahke b kuch kah jate ho.
Like (0)Dislike (0)
jane kyu ap kuch naa kahke bhi kuch kah jate ho,jane kyu ap door se hi apnapan de jate ho,kabhi sochate hain ki kya wo ap..hi ho,jo hazaron dhadkan me base aur hmse milne aate ho.yakin to nahi ata khud par,lekin jab bhi soche ap hi nazar aate ho,aur dhadkan ban jate ho,jane kyu ap kuch na kahke b kuch kah jate ho.
Like (0)Dislike (0)
Chalo muskura do yeh pal badal na jaayekhabar kaya ho kal kaun yahan samajh paayeTum akale nahi pareshan es jahan meiGum hum ko bhee hai kaise tumhe batayeYuin ro ro kar agar sukoon aa jaayeaansoonon kei yahan kyon na samadar lag jaayeHaathon mei likhi lakeere agar batayeDuniya mei phir kayon koi gam najar aayeruhi
Like (0)Dislike (0)
kahin aisa na ho daman jala lohamarey aansuo pe khaak dalomanana hi zaruri hai to phir tumhamen sab se khafa ho kar manalobohat roi huee lagti hain aankhenmeri khatir zara kajal lagalobohat maayoos betha hun main tum sekabhi aakar mujhey herat main daloakele pan se khof aata hai mujhkokaha ho a mere khaabo khayalo?
Like (0)Dislike (0)
Bin dekhe teri tasvir bana sakte hai,Bina pushe tera hall bata sakte hai ,Hamari dosti mein itna dum hai k tere aansu ,Apni aankhon se gira sakte hai .Ankho mein raha dil me utar kar nahi dekhaKasti ke musafir ne kabhi samandar nahi dekha,Bewaqt agar jaunga sab chauk padengeMuddat hui din me kabhi ghar nahi dekha..
Like (0)Dislike (0)