Jitni Samandar Ki Geherai Hai,Utni hi Mamta Inmain Samai Hai,Parwardigahh k Rehmo karam Se ye Pak Ruhh is Zami Par ai hai,Maa ki ek Muskaan main, Sabki Jaan Samai Hai,Har kisi ke Dil main, Apni Maa ki Tasveer Samaai Hai,Ye Pak Ruhh jaha Se ai Hai, Wo Pak Jagahh Us Parwardigahh Ne Banai Hai.
Like (0)Dislike (0)
ek shayar ki faryaad suno, uski zubani,dard-e-dil ki dastaan suno, uski zubani|dil laga baitha tha woh, ek ajnabi se,adhure pyar ki nayaab kadi suno, uski zubani|ek dil hai, ek dilbar hai, ek gulistaan,is sehere ki rudali suno, uski zubani|in tanhaiyon ki gali mein, kaisa shor hai barpa,koi diljala roya hai, uski zubani|
Like (0)Dislike (0)
Khuda Aaj Ye Faisla Karde,..market mein teji yaa Mandi Karde.Bahut debit Sahe Hai Maine .Koi Credit Ab Toh Muqadar Karde.Bahot Muskil Lagta Hai teji se Duur Rehna,Mandi Ke Safar Ko Kum Karde.Jitna niche Chala Gaya senxex ,Use Utna uppar Karde.Nahi Likha Agar Nasib Me Credit,To Khatam Kar Ye Zindagi aurMARKET FANAA Kar de
Like (0)Dislike (1)
Aye Khuda Aaj Ye Faisla Karde,Use Mera ya Mujhe Uska Karde.Bahut Dukh Sahe Hain Maine,Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.Bahut Mushkil Lagta Hai Usse Duur Rehna,Judai Ke Safar Ko Kum Karde.Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,Use Utna Kareeb Karde.Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde..
Like (0)Dislike (0)
Aye Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya,Jaane Kyun Aaj Tere Naam Pe Rona AayaYun To Har Shaam Ummeedon Mein Guzar Jaati Thhi,Aaj Kuch Baat Hai, Jo Shaam Pe Rona AayaKabhi Taqdir Ka Maatam, Kabhi Duniya Ka Gila,Manzil-E-Ishq Mein Har Ghum Pe Rona AayaJab Hua Zikr Zamaane Mein Mohabbat Ka,Mujhko Apne Dil-E-Bekaam Pe Rona Aaya
Like (0)Dislike (0)
Sar jhukaoge to pathar devta ho jayegaItna mat chaho use,vo bewafa ho jayegaHum bhi dariya hai humen apna hunar maloom haiJis taraf bhi chal padenge,rasta ho jayegaMain usi ka naam lekar pee raha hoon dostoZeher bhi isme hoga,vo dava ho jayegaRooth jana to mohabbat ki aadat haiKya khabar thi vo mujhse itna khafa ho jayega..
Like (0)Dislike (0)
Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash karMusam naya hai, tazah thakane talash karAankhon ki duobti hoee kafiyatain na dekhIn murdah aansoon main zamane talash karMahloon ke baasiyon ne to thukra diya tujheGaliyon main apne dost purane talash karYa roshni ki burf se chehre ko dhaanp leYa zulimaton main khawab suhane talash ka
Like (0)Dislike (0)
Sar jhukaoge to pathar devta ho jayegaItna mat chaho use,vo bewafa ho jayegaHum bhi dariya hai humen apna hunar maloom haiJis taraf bhi chal padenge,rasta ho jayegaMain usi ka naam lekar pee raha hoon dostoZeher bhi isme hoga,vo dava ho jayegaRooth jana to mohabbat ki aadat haiKya khabar thi vo mujhse itna khafa ho jayega..
Like (0)Dislike (0)
Unhe kya malum,ki gum kya hota hai .Tuta hua dile-humdum kya hota hai.Unhe to bus aata hai sirf aur sirf jakhm dena.Unhe kya malum ki,marham kya hota hai.Ve to hume mitakar fulon pe so rahe hai.Ye hum se puchiye ki chasm nam kya hota hai.Yun to lakhon karate hai lakhon se dosti,Magar hum se pucho masum ki sanam kya hota hai.
Like (0)Dislike (0)
Inn nazaron me kya rahaJo Ek bar humara didar ho jaye…..Ab ye toh roz ki bat ho gai….Humein dekh kar humse milkar….Koi fida ho jaye…Koi khayalon me kho ho jaye…Aur aksar humara didar kar humase pyar ho jaye…Ab ap hi kahiye inn nazaro me kya raha jo ek bar humara didar ho jaye…

Khudaa Humko Aisee Khudaayee Na DeKe Apne Siwa Kuchch Dikhaayee Na DeKhatawaar Samjhegee Duniyaan TujheKe Itnee Ziyaada Safaayee Na DeHanso Aaj Itnaa Ke Is Shor MeinSada Siskiyon Ki Sunaayee Na DeAbhi To Badan Mein Lahoo Hai BahotKalam Cheen Le Roshnaayee Na DeKhuda Aise Ehsaas Ka Naam HaiRahe Saamne Aur Dikhayee Na De–

Es ishq di duniya de rang nyare ne ,Ohi door satho ne jo jano pyare ne ,Iss khuda di khudai vich v ten hi sada ,Eh khushiaan v mangvian eh gam v udare ne ….Khete hai ishq dhoka hai ,Suna nhi azma k dekha hai ,Loot lete hai pyar me sab kuch pehle ,Fir kehte hai ……KAUN ho tum !Tumhe pehli b kahi dekha hai .
Like (0)Dislike (0)