Yakeen us ko aata nahin, Wazaahat mein nahin karta, Guzar jaye gi umar shayed, imtehaanon mein..
Yakeen us ko aata nahin, Wazaahat mein nahin karta, Guzar jaye gi umar shayed, imtehaanon mein..
Kon tha, us ko kahan rang-o-qalam kho baithy. . Wo musawir k jo khood shami-e-tasweer bhi tha. .
Heraan nahi hOn main ager dil toOte kisi ka, Ab tO kisi payar ki kamyabi pe chuOnk jata hOn main
Tum se mumkin ho to phir rok Do saansen meri Dil jo dharkay ga to phir yaad to tum aao ge…
Qaid tha dil mein tera hi dard taa-umr ke liye Mar rahi thi har aarzoo dard ke Is safar main..!!
Ghum e duiya bhi ghum e yar me shamil kar lo, Nasha barhta hai sharabien jo sharabon me milien..
Khud ko taqseem karoon to kuch bhi na haasil aaye. . Khuli fiza se tumhe bhi boht lagao hai. . !
Khud ko taqseem karoon, kuch bhi na haasil aaye. . Khuli fiza se tumhain bhi boht lagao hai. . !
Pehle likhti hoon mein kaghaz pe masaayel apne, Aur phir sabbar ke daryaa mein bahaa deti hoon..
Yeh kya ke woh shakhs jab chahey cheen le mujhe, Apne liye woh shakhss tarrapta bhi to dekhoon..
Es ka nahi malal humain wo nahi mila, Yeh ranj hai key hum usay hasil nahi howey.. ..Zaqi Usmani
“MILA KARO HUMEIN AKSAR K JEE NAHI LAGTA TUMHAREY RABTEY SE ZINDAGI WAJOOD MAIN HAI”
nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikin bohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay
Zindagi to apnay hi Qadmon pe chalti hai Faraz.., Auron k saharay to Janazay utha kartay hain..!
Qadmo’n ko tery choomna aasaan hai lekin Mein soch raha hoon tu khuda hai k bashar hai. .!