Unke Honthon Pe Mera Naam Jab Aya Hoga
Khud ko Ruswaie Se Phir Kaise Bachaya Hoga
Sun ke Fasana Auro Se Meri Barbadi Ka
Kya Unko Apna Sitam Na Yaad Aya Hoga

Your Comment Comment Head Icon

Login