Ye to ek zid hai k Mohsin Main shikayat na karun? Warna shikwey to hain itne mere yaar k bas
Ye to ek zid hai k Mohsin Main shikayat na karun? Warna shikwey to hain itne mere yaar k bas
Tum bhala kesay meray jazbat ko kharid pao gey..! Bhala jazbaat ki bhi koi qeemat hoti hai..
Toofan-e-hawadis sey darata hai humain kia.. Hum log to aksar teh-gardaab rahay hein…
Phir Kia Hua? Ye Raah Ki Dushwariyon Se Puch, Bas Itna Yaad Hey, Teri Janib Chala Tha Main..
Us ke muhabbat mai sharakat nhi qabool mujy, wo mera hai to bus khwab b mery daikhy….!
Yaad aati hai jo marhoom tamanna’on ki Bhool jata hun k mehroom tamanna hun mein . . !
Tumhari massal na’mumkin hai sahab, Tumhara akss bhi tum sa nahin hai.. (massal;clone)
Sehra ka ik darakht hun tanhai’yon mein gum.. Aisa na apni zaat mein khoya keray koi..
Chali hai jaan yaad-e-raftaga’n mein. . ! Musafir hai talash-e-karwa’n mein. . !
Yaad rakhna piyar apna ae aroos-e-zindagi Khoon-e-dil se hum tujhy rung-e-hina daity rahy. !
Me is charagh ko dushman ki sifat me kion rakhon, Ye mere naam pe kuch dair ko jala bhi hai.
Jo zindagi thi meri jaan! tere saath gai. . ! Bus ab tou umer k naqshay mein wakt bharna. . !
Har lafz tery jism ki khushbu mein dhula hai Ye tarz, ye andaz-e-sukhan hum se chala hai. . !
adaltay mosam pe apni umeedain na rakho dost din BARISHOO k baray mukhtasir hova kartay hain
Jo shaad phirtay thy, aaj kal chup k rotay hain. . ! Hazaar shukar gham paidaar apna hai. . !