Bachon Hi Si Fitrat Hai Hum Ahl-e-Muhabbat Ki Zid Karna Machal Jaana Phir Khud Hi Sambhal Jaana

Zamane ko na de ilzam ae na waqif e manzil, Zamane ki nazar hum hain zamane ka chalan hum hain.

Samney kitni sabeel’ain hein paye be-gehni.! Aaj lakht-e-dil maryam bhi nahi sath apney..

Husn lo to fasal-e-gul ki tamana na ker sako! Jo dasta’n kehtay hein patey jhartey huay..

Mujh se kafir ko tery ishq ne youn sharmaya. . Dil jo tujhy dekh k dharka tou khuda yaad aya. .

Uski hasrat kO mere DIL mein likhne waale.. !!! kaash !!! UskO bhi meri qismat mein likha hOta?

Tujh se karta hoon mulaqat simattney ke liye, Tujh se milta hoon to kuch aur bikhar jata hoon..

Raat mehfil mein teri hum bhi kharey thay aisey..! Jesay tasweer laga dey koi deewar key sath..

Guzar gaya jo kai baar be-niazana. . Wo shakhs bhi hai meri umer-e-be’talab ki tarha. . !

Kahien bikhri hoi batien kahien toota howa wada, Mata e zindagi kya hai? tera qissa tera wada..

Main hi buzdil thi key darwaza na khola main ney, Soch key wo to chala aya tha ghar e kya kya..

Apna yeh haal ke jee haar chuke, lutt bhi chuke Aur mohabbat wohi andaar puraney maangey…

Ye Sard Shamain Bhi Kis Qadar Zalim Hain, Ba-Zahir Sard Hoti Hain, Par In Main Dil Sulagta Ha`~

Pait bhara nahin sultaan ka sab samait kar, Qalandar donon hathon se luta kar raqss karta hai..

Hum kO atta nai zakhmOn ki numaish karna, Khud hi roOte hain , taraptay hain, behal jatay hain.