Khali hein dil fakeer’on key kashkol ki tarha! Is shehar-e-bewafa sey wafa kon ley gaya..

usay kehna k lout aye andheri sham se pehlay kisi ki khushk ankhon main sadaain raks karti hain

Jane walon ne tu ye b nahi socha hoga’ Jo inhy dekh k jeety hain kidr dekhen gy…!!!

meri yadoon ki ibtadda hi tujh se hoti hai, phir kyuon kehta hai mujhye duaon mein yaad rakhna.

tum ne dekhi hein wo gesu wo rukhsar wo hont…. zindagi jis k tasawwur mein luta di hum ne

hum aao bhi kartay hain to ho jatay hain badnaam wo qtl bhi kartay hain to charaghaan nahi hota

Ashq bhar aye hain kyun, Ehsaan un ko dekh kar, Ye zubaan key farz ankhoon se ada kyun hogaye..

aat ko agly din k sunahry sapny bunty rhty hn agly din phir lag jaty hn sapno ko dafna ny main

Itna AnmOl Thy K Khareed Na saka KOi HUM Ko, Hairaan HoOn K TERE HathOn Bika TOu Bika Kaise..!!

Na janay kyun dil main utter jatay hain woh log, Jin logon se Kismat Kay Sitaray nahin miltey..

Janaza mera rok kar wo is Andaz se boly faraz Ham ne gali ka kaha tha tum to duniya chor gaye..

Hosla tujh ko na tha mujh sey juda honay ka.! Warna kajal teri ankh’on ka na phela hota..

Wahan rahay tu kesi ne bhi hans key baat na ki, chalay Watan se tu sab yaar hath milnay lagay..

Ishq sey kiun khosh huay gham sey kiun ghabray..! Zindagi kia jany kia thi aur kia samjha gay..

Ishq suntay thy jesy hum wo yehi hai sahayd..! Khod ba-khod dil mein hai ik sakhs samaya jata..