1st Friend: Yaar meri biwi bahut gussa karti hai 2nd Friend: ehle meri biwi bhi kaafi gussa kiya karti thi par ab bikul nahin karti 1st Friend: Arey yaar please mujhe bhi batao ki tumne aisa kya kiya jo bhabhi ji itna shaant ho gayi? 2nd Friend: Ek din gusse mein thi toh maine keh diya ki Budhaape mein gussa aa hi jata hai Bas woh din tha aur aaj ka din hai tez Awaaz mein bhi baat nahi karti

Your Comment Comment Head Icon

Login