Pandit ek ladki waale ghar mein shaadi k liye ladke ki baat karne gaya Pandit: Aap logon ko kaisa ladka chahiye? Ladki Wale: Humein aisa ladka chahiye jo paan cigarette daaru gutkha jarda ya aur koi bhi nashe na karta ho boiled khana khata ho aur bhagwaan ka naam jaapta ho Pandit: Yajman ji aisa ladka toh aapko sirf ICU mein hi mil sakta hai
Like (0) Dislike (0)
Your Comment