Janay aisi bhi kya dil lagi thi Tum say
Main ne akhri khuwahish main bhi teri Muhabbatt mangi

Youn na judai ko mera naseeb na banao MOHSAN
K jab tm loat aao to mery pas zindagi he na rahe

Bik raha tha mera lahoo jab wakt ki bazaar me
Afsos itna hai k kharidaron me mera yar bhe tha

Kisi ki kya majal thi jo humen khareed sakta GURTEJ
Hum to khud he bik gae khareedar dakh ka

Muskurane Sy Shuru Aur Rulane Py Khatam
Ye Zulaam Hai Insano Pay Jissy Log Mohabbat Kehty Hain

Palko Ki Had To0r Kar Daaman Py Aa Gira
Aik Ansou Tere YaAd Main Mere Sabar Ki Toheen Kar Gaya

Tark-e-ulfat bhi mosibat hai ab isska kiya ilaaj
wo judaa ho kar bhi to dil se judaa hota nahi

Ak din aankhon ne bhe mujh se kah dya GURTEJ
Khuwab na dekha karo us k hum se ab roya nhe jata

Tabeebon se kiya poochon Elaj-e-Dard-e-dil ka GURTEJ
Jab marz khud zindagi ho to phr dawa kesi

Mere Fitrat Me Nahi Apna Ghum Chupana
Agar UsS K Wajo0d ka Hissa Ho To MehSus Kary Takleef Mere

Badi hi shiddat se intzaar hai wapis tere aane ka
Kya pta shayad ho koi bahana tere pas aane ka

Kitny majboor hain taqdeer k hathon GURTEJ
Ussy pany ki na Oqaat rakhty hain- na khony ka Hosla

Rahega ye gila taqdeer se hamesha GURTEJ
Umer bhar jis ko chaha usi k lye umer bhar tarasty rahe

Shayaron Ki mahfil me hum isliye bhi jate hai
Ki shayad WO bhi humse bichhdkar shayar ho gayi ho

Usne jab baat karne ka lihaja badla tab ye ehsaas hua ki
ye wo lamha hai jahan rasta badalna hai