तू एकबार मेरी निगाहो मे देख कर कह दे कि हम
तेरे काबिल नहीं कसम तेरी चलती साँसो की हम तुझे देखना तक छोङ देँगेँ
तू एकबार मेरी निगाहो मे देख कर कह दे कि हम
तेरे काबिल नहीं कसम तेरी चलती साँसो की हम तुझे देखना तक छोङ देँगेँ
क्या करोगे ये जानकर कि कितना प्यार करते हैं तुमसे
बस इतना जान लो कि वो नम्बर तुम्हारा ही था जो मुझसे पहली बार याद हो पाया था
Er kasz
Shaadi ko to logo ne aise hi badnam Kia hua hai
Taklif to ladkiya deti h
Jisam mein dard ka bahana sa bna kar
Hum toot ke rote hai teri yaad me aksa
Use sochna chahiye tha har sitam se pehle
Mai sirf Aashiq hi nahi Insaan bhi tha
Socha tha har mod pe yaad krenge aapko
Lekin Pura rasta hi sidha tha mod aya hi nhi
Rulana hi hai to hasaney ka takalluf kaisa
Kyun zehar de rahe ho muhabbat mila mila kar.
Bahut kuch badla he mene apne aap me lekin
Tumhe vo toot kar chahne ki aadat ab tak nahi badli
Hum me to khair himmat hai itna dukh sehne ki
Tum itna dukh dete ho thak to nahi jate
Dil lagi na ho jaye kisi se ye khayal rakhna
Tanha din to guzar jata hai lekin raatein maar deti hain
Bewaqt Bewajha Besabab Si Berukhi Teri
Or Fir Bhi Tujhe Beinteha Chahne Ki Bebasi Meri
Er kasz
Ab to ankhon me ummeed ki gunjaish bhi nazar nahi aati
Ashkon ki siyaahi se jo likhe the saare armaan humne
Naye log jb Milte hain to Purane Bhool Jate Hain
MAGAR Naye Jab Dil Dukhate Hain To Yaad Purane Hi Aate Hain
Khushiyan Bohot Tarasti Hain Milnay Ke Liye Mujhse
wah wah
Or Ghamo Ne To Jese Apne Behn Ki Mangni Kardi Mujhse