Shukar hai uska jo apni yaden chor gae
jinda lash ko jine ka bhana de gae
Shukar hai uska jo apni yaden chor gae
jinda lash ko jine ka bhana de gae
Dunia me agar asan hai kisi ko khush rakhna to
vo bas tuhmari apni maa hai
You only live once
but if you do it right once is enough
er kasz
Meri waffa se jyada kimat to
Us bewaffa ki kahaniya kmma gyi
Er kasz
Thoda or btao mere barye main mujhe
Sunna ai bahut jantye ho tum mere barye mai
Kyu hasate ho yaaro dard sa hota hai
Dard lekr jana Hr haseen chehra Be-dard sa hota hai
Akele safar karke un dinno ki yaad a gayi
Jab school se laine ke liye bhi mmy atte the hmm
Bahut yaad aati hai uss bewaffa ki yaaro
Dua kro meri yaadash chli jaye
er kasz
duniya khamosh hui padhi hai uss ke age to
me to phir bhi tera murid hun
er kasz
Uski jeet se hoti he khushi mujhko
Yahi jawab mere paas apni haar kaa tha
er kasz
Hum thokQar Kha kar Abhi Sambhle hi the
Ke tumne Dil par Hi Thokhar mar di
Er kasz
Badi hi shiddat se intzaar hai wapis tere aane ka
Kya pta shayad ho koi bahana tere pas aane ka
Mere dard ki tu intha na puch
Dard bhi hairan hai Ab dard du to kis bat pe du
er kasz
Bewaqt Bewajha Besabab Si Berukhi Teri
Or Fir Bhi Tujhe Beinteha Chahne Ki Bebasi Meri
Er kasz
Agar kamjori na hote tum es Dil ki
to kasam khuda ki zinda rehna hmari majburi na hoti
er kasz