Na rha kro udas kisi bewaffa ki yad mein
Wo khush hai apni duniya mein Teri duniya ujar kr
er kasz

Ishq ka hona v lazmi h shayar honye k liye
agr sirf kalam likhti tho aaj her koi galib hota
er kasz

Roj Dhalta hua suraj teri yadd ki yadd dilata hai
Ke bhul mat oh musafir kal phir milna hai
Er kasz

Kuch Nahi Milla Bus Aik Sabbaq De Gaya Ishq
Khak Hojata Hai Insan Khak Se Bane Insan K Pichay
er kasz

Ab Na Jagoon Ga Raaton Ko Uski Yaadon K Saharay
Main Nay Fitrat Badli Hai Uski Nazroon Ki Tarha
er kasz

Socha tha aj ki rat Sab ko dard byan krege
Kya Mera dard bedard tha Jo tum apna na sunane chale
er kasz

Jo me na kar sakka vo tumne mujhse kara diya
Or jo tum na kara sake vo waQt ne mujhse kara diya
er kasz

every fathter should remember that one day
his son will follow his example instead of his advice
er kasz

Mere halaat dekh kar mohobbat bhi sharminda hai
Ye jo shaks sab kuch gawa chuka aaj bhi zinda hai
er kasz

Vo samjh hi na sake mere dardo ko
Hame lagga unhe dikhta nahi
Shayad unhe padhna Bhi nahi atta
Er kasz

Bhid me bhi hum tujhko pehchan lete hai
Or Tum hamare samne akar bhi hume Aanjaan smjhkar muh moad laite ho
Er kasz

Akele chalne ki ‪‎Aadat‬ dall le oo musafir
kyuki tere safar me humsafar ka koi nishan nahi
er kasz

Chaale Jayenge Ek Din Hum Tujhe Tere Haal pe Chod kar E Sitaamgar
Kadaar Kya Hoti Hai Tuje Waqt Sikhaa Degaa
Er kasz

Har koi janta hai meri wafa or teri bewafai ki dasta ko
Magar afsos to es batt ka hai ke sirf tu hi anjaan hai
er kasz

Afsos nahi hai es IshQ ae tanhayi ka hissa hone ka
Khush naseb hai vo jo bach gaye is ishQ ke khoobsurat jall se
Er kasz