Ab to ankhon me ummeed ki gunjaish bhi nazar nahi aati
Ashkon ki siyaahi se jo likhe the saare armaan humne

Dhoka Deti Hain MasoOm ChehrOn Ki ChamAk AksAr
Har KaanCh Kay TukrAy Ko HeEra Nahi Kehte
er kasz

Jab Jab Aya uska NAAM mere Dard k Fasaane mein
Tab tab Maine ghazal bna kr Adhuri chhor di
er kasz

Naraj ho jatye h wo waffa ki bat krta hu jab unse
Lgtta hai unhye bewafai se bahut pyar hai
er kasz

Kisi ko kya hasil hoga mujhe yaad karne se
main to ek aam insaan hun aur yaha to har kisi ko khaas ki talash hai

Kabhi dekha hai andhe ko kisi ka hath pakad kar chalte hue
maine mohabbat mein tujh par kuch yuhi bharosa kiya tha

Suno Waqt Ki Bat Mat Karo Waqt To Har Zakham Ki Dawa Hai
Aaj Tumne Hamen Bhula Diya, Kal Tumhen Bhi Koi Bhula Dega

Socha tha aj ki rat Sab ko dard byan krege
Kya Mera dard bedard tha Jo tum apna na sunane chale
er kasz

Kaash Unko Kabhi Fursat Mein
Yeh Khayal Aa Jaye
Ke Koi Yaad Karta Hai Unhey
Zindagi Samajh Ka

kabhi kabhi meri ankhain yun he roo parti ha

main in ko kaisay samjaon k koi shakhs chahne se apna nhi hota

Vo samjh hi na sake mere dardo ko
Hame lagga unhe dikhta nahi
Shayad unhe padhna Bhi nahi atta
Er kasz

Chaale Jayenge Ek Din Hum Tujhe Tere Haal pe Chod kar E Sitaamgar
Kadaar Kya Hoti Hai Tuje Waqt Sikhaa Degaa
Er kasz

मैं वह खोयी हुई चीज़ हूँ
जिसका पता तुम हो

आज तो मौत सी थकावट है
जिँदगी उतारकर रख दूँ

फ़क्र ये के तुम मेरे हो
फ़िक्र ये पता नही कब तक