Hai duriya to kya hua
aj bhi pyar tumko najro se nahi dil se karta hu

Bahot Shauq hai na tujhy behas karne ka
Aa baith bata kis morr pe wafa ki tune

Use sochna chahiye tha har sitam se pehle
Mai sirf Aashiq hi nahi Insaan bhi tha

Thoda or btao mere barye main mujhe
Sunna ai bahut jantye ho tum mere barye mai

Ab Humara Zikar ,
Hona Chahiye Ye Laila Majnu Ke ,
Kahaani Aakhir Kab Tak

Israar tha unhe ke bhulaa dijiye zafar
Hum ne bhula dia to woh is pr bhi khush nahin

Zakham de kar na puch dard ki shiddat....
Dard to phir dard hai, kam kya, zeyaada kya

Tum apne bare mein mujhse bhi pooch sakte ho
Ye tum se kisne kaha ke aaina zarori hai

Bas isliye har shaks shayar nahi ban pata
Bayan e dard ka hunar kisi kisi ko aata hai

Hum apne dard ka shikwa tum se kaise kare
mohabbat to hum ne ki h tum to be-qasoor ho

Na jaane kiske muqaddar mein wo likhi hogi
Magar ye sach hai k umeedwaar main bhi hoon

Aaj Muddat Baad Deedar-E-Yaar Hua Tha
Wohi Galiyan Wohi Raasta Jaha Mujhe Pyar Hua Tha

Laut aayi hain barishein fir se yahan wahan
Ek tumhi KO laut k aane ki fursat nahi mili

Dekha wahi hua na bichadne par baat aa phunchi
mene tujhse kaha tha purani baat mat ka

Dum tod rahy parinde ko pani tak na diya gaya
Aur ab wo parinde ko bewafa kah rahay hain