Alvida hote hue unse koi nishani mangi
wo muskurakar bole judai kafi nahi hai kya

Rani nahi apne pas abhi to kya hua
ye badshah aaj bhi lakho dilo par raj karta hai

Aagaz e Ishq bhi Khub tha Ghalib kya kahun
Pehle to thi dil lagi phr dil ko ja lagi

Bolu agar jhoot tu mar jayega zameer
keh doo n agar main sach to mujhe maar denge log

Usne jab baat karne ka lihaja badla tab ye ehsaas hua ki
ye wo lamha hai jahan rasta badalna hai

Tere JaaNe Ka Baad Bas Itna Fark Raha
Tune JindGi sawar Di khud Ki Maine jinDgi Uzaad Di kHud ki

Hum ne To Ek Hi Shaks Par saari Mohabbat Khatam Kardi
Ab Muhabbat Kis Ko Kehte Hai Kuch Maloom Nahi

लो तुम रख लो ये दिल
सीने में बहुत चुभता है अब

ए खुदा तुझे इश्क का वास्ता
या यार दे या मार दे

तु बदली तो मजबूरियाँ थी
मै बदला तो बेवफ़ा हो गया

थम के रह जाती है जिन्दगी तब
जब जम के बरसती है यादें

आज शायरी नहीं बस इतना सुन लो
मैं उदास हु और वजह तुम हो

आज शायरी नही बस इतना सुन लो
मैं तन्हा हूँ और वजह तुम हो

मौत से ज्यादा वफादार नहीं कोई
आएगी एक दिन और सदा के लिए

दर्द लिखते रहे आह भरते रहे
लोग पढते रहे वाह वाह करते रहे