Kaise Gujharti hai Meri Har Ek Shaam Tere Bagair
Agar Tu Dekhle To Kabhi Tanhaa Na Chhodtey Mujhe

Kamal Ka Shaks Tha Jisne Merey Zindgi Tabha Kar Di
Raaz Ki Baat To Ye Hai K Dil us Se Khafa Ab Bhi Nahi

Thank you for leaving us alone
but giving us enough attention to boost our egos.
<dutt>

Kahin Lag na jaye mere gum ko kisi ki nazar.
Is liye ab gum ko main, Dil mein chupa k rakhta hu.
er kasz

Rukhsaar Pe Pasina Tez Dhadknen
Halka Sa Ehsaas E Haya Uff
Us Pe Kiya Kuch Bheet Gaya Ek Mera Haath Pakrne Se

Ek bewafa jisne tanhai ka manjar nahi dekha
Afsos mere dil ke andar nahi dekha
Mujhe dekhkr usne patthar bata diya
Me mom tha chukar nahi dekha

Aesa Jagaya Aapne Ke Ab Tak Na So Sake
Yun Rulaya Aapne Ke Mehfil Mein Hum Ro Na Sake
Na Jaane Kya Baat Hai Aap Mein Sanam
Mana Hai Jabse Tumhe Apna Kisi Ke Hum Ho Na Sake

Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai..
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai..

mai uska hoon wo is ehsaas se inkar karti hai,
bhari mehfill mein bhi ruswa mujhe har baar
karti hai,
yakeen hai saree duniya ko khafa hai humse
wo lekin,
mujhe maloom hai phir bhi mujhee se pyar karti
hai.

Workers play Football,
Managers play Tennis,
&
CEOs play Golf
Moral : Higher U go,
the ball becomes Smaller & Increases ur Status.
Ab hmari shaksiyat ka andaja lagalo,
humne to bachpan se kanche khele hai

Akele To Hum Phale Bhi The
Phir Na Jaane Kny Tere Janne Ke Baad Tanha Hoge

Ek Tujh Ko Na Jeet Sake Hum Tujh Se pagal
Umar Beet Gai Khud Ko Juari Kehte Kehte

Har signal teri yad dilata hai
Tune bhi rang kuchh isi tarah badla tha
er kasz

Gujra hai mohabbat mein kuch aisa bhi zamana,
Rootha hoon agar main to manaya tha kisi ne..

Dil wale toh aur bhi hongay tere shehar mein
mgr hmara andaz e waffa tumhe aksar yaad aayega