Apko Chahne Wale Kam Na HongeWaqt Ke Sath Shayd Hum Na HongeAp Kisi Ko Kitna B Pyar Kar LenaPar Yado Ke Asli Haqdar Sirf Hum Hi Honge

Lakh chahu ki tujhe yaad na karu
Magar irada apni jagah bebasi apni jagah

Suraj Paas Ho Na Ho Roshni Aas Paas Rehti Hai,Dost Paas Ho Na Ho, Dosti Aaspaas Rehti Hai,Waise Hi Aap Paas Ho Na Ho AapkiYaadein Hamesha Paas Rehti Ha

Tasalli Ho Jayegi, Zara Itna To Bata DoTumhe Bhi Hitchkiyan Aati Hain Jab Hum Yad Karte Hain

Unke pyar ko main bhulana nhi chahtaApne jakham duniya ko dikhana nhi chahta,Yaadein unki anmol hain mere liye,Isliye to unhe ansuo me bahana nhi chahta….

Na Jina Mila, Na Marna MilaMila To Teri Yaadon Me Tarapna Mila

Ap Ko Pheli Muhabbat Ka Salam Karte HaiYe Dil B Ap Ke Naam Karte HaiJab Jab Ap Dorr Gai Hum SeHum Yad Ap Ko Subha Sham Karte Hai

itne waqt baad mile ho kin socho me gum ho
din k ujale ne mujse pucha har waqt kiski yaad me khoye ho

Sukhi Hain Nadi, Bhige Hain KinareHum To Zinda Hain Teri Yadoo Ke Sahare

Tamannao Ki Dunya Mein Udaassi Chahne Lagti HaiKoi Bhooli Hui Daastaaan Jab Yaad Aaney Lagti Hai

Hichkiyon Se Ek Baat Ka Ehsaas To Hota HaiKoi Hume Yaad To Karta HaiMilne Na Aaye To Kya HuaPar Chand Lamhe Hum Par Barbaad To Karta Hai

Ab Na Jagoon Ga Raaton Ko Uski Yaadon K Saharay…..Main Nay Fitrat Badalni Hai Uski Nazroon Ki Tarha…

Yaad Karta Hoon Tumhe Yaad Aati Hi NaiKaise Aayae Woh Cheez Jo Jaati Hi Nah

Har waqt har lamhaarehte hai hum tanhaatera naam lekar hizinda hai kisi tarha

Gamon ne gher liya hai mujhe to kya gham haimain muskura ke jiyunga teri khushi ke liyekabhi kabhi tu mujhe yaad kar to leti haisukun itna sa kafi hai zindagi ke liyeye waqt jis ne palat kar kabhi nahi dekhaye waqt ab bhi muradon ke phal lata haiwo mod jis ne hamen ajanabi bana dalaus ek mod pe dil ab bhi gungunata haifizayen rukati hain rahon par jin se hum guzrighatayen aj bhi jhuk kar salam karati hainhar ek shab ye suna hai falak se kuch pariyanwafa ka chand hamare hi naam karati hainye mat kaho ki muhabbat se kuch nahi payaye mere geet mere zakhm-e-dil ke rulaijinhen tarasati rahi anjuman ke ranginimujh mili hai muqaddar se aisi tanhai