Zindagi Hai Nadan Isiliye Chup Hoon,Hoth Keh Nahi Sakte Jo Fasana Dil Ka,Shayad Nazron Se Vo Baat Ho Jaye,Is Ummid Se Karte Hain Intezar Raat Ka,Ke Shayad Sapne Me Mullakat Ho Jaye’

Unse judai ka ek lafz mujhe shool sa lagta hai;Unke bina sab kuch mujhe dhool sa lagta hai;Kaise batayen unhe ki kitni mohabbat hai unse hame;Unki chahat ke siva mujhe sab fijool sa lagta hai.

Mohabbat Jab Sakoone Zindgi Barbad Kerti HayTo Labb Khamosoh Rehtey Hein Nazar Fariyad Kerti HayJiggar Rahey Wafa Mein Nakash Essy Choher Aya HoonKe Duniya Dekhiti Hay Oar Abb Tak Yaad Kerti Hay

Qarar Cheen Lia Beqarar Chorr GayeBhar Legaye Yad-E-Bhar Chorr GayeHmari Chasm-e-Khazeen Ka Khyal Kuch Na KiaWo Umar Bhar K Liay Ashak Baar Chorr GayeJisay Samajtay Thay Apna Wo Itni Mudat SeUsi Ko Aaj Wo Begana Waar Chorr Gaye

Rota hai dil mera teri yaadon ko yaad karke,askhon ka sailab aa jata hai un baharon ko yaad karke,hamesha taro taza rahte hai wo paljo gujre the apki muskaan ke afsano mein,lekin ab lage ek pal saari zindagi, teri namaujudgi ke saye mein.

Tujhe Pyar Mera Satayega AksarYaado Ke Toofa Uthayega AksarZikar Mera Karne Se PehleTu Kuch Soch Ke Muskrayega AksarMera Naam Likh Kar Kitabo Main ApniTu Logon Ke Dar Se Mitayega AksarBaatein Meri Yaad Ayengi ItniJitna Tu Unhain Bhulayega Aksa

Go sab ko ba-ham sagar-o-bada to nahi thaye shahar udas itna ziyada to nahi thawaiz se rah-o-rasm rahi rind se sohabatfarq in mein koi itna ziyada to nahi thathak kar yun hi pal bhar ke liye aankh lagi thiso kar hi na utthen ye irada to nahi tha

Chand se phul se ya meri zuban se suniyehar taraf aap ka qisa jahan se suniyesab ko aata hai duniya ko sata kar jinazindagi kya muhabbat ke dua se suniyemeri aavaz parda mere chehare kamain hun khamosh jahan mujhako vahan se suniyekya zaruri hai ki har parda uthaya jayemere halat apne apne makan se suniye

Yaad Rahega Mujhe Zindgee Bhar.Yaad Rahega Mujhe Zindgee Bhar.Woh Pehlee Mulakat Ka Manzar Suhhana.Woh Duniya Se Chip Ke Milna Milaanaa.Ek Dusre Ko Dekhte Hi Jana..Woh Aankho Mein Chamak Ka Bhar Jana.Woh Pehlee Baar Haatho Ka Chhoona.Woh Tumhara Shararti Aankhoo Se Muskarana.Namkeen Hai Ya Meetha Dekhne Ke Liye.Tumhara Woh Gilason Ko Badal Jana.Labo Pe Aake Tahari

Bahar aayi to jaise ek barlaut aaye hain phir adam sewo khvab sare, shabab sarejo tere honthon pe mar mite thejo mit ke har bar phir jiye thenikhar gaye hain gulab sarejo teri yadon se mushkbu hainjo tere ushshaq ka lahu hainubal pade hain azab saremalal-e-ahaval-e-dostan bhikhumar-e-agosh-e-mahavashan bhigubar-e-khatir ke bab saretere hamaresaval sare, javab sarebahar aayi to khul gaye hainnaye sire se hisab sare

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,

Ek Muddad Se Teri Yaad Bhi Aayi Na HumainOr Hum Bhool Gaye Hon Tuje Aisa Bhi Nahi

KaruuN Na Yaad Magar Kis Tarah BhulaaUuN UseGazal Bahaanaa KaruuN Aur GunGunaaUuN Use

Teri justju(talash) me bikhar jaana chahta hoonkisi shab(raat) kahin thahar jaana chahta hoon

Azeez Bewafa Nahin, Tum Paas Aao Ya Na AaoWo Mar Ke Bhi Mara Nahin, Uski Yaadon Ko Gale Se Lagao