Kai jeet baki hai kai haar baki hai
Abi to zindgi ka saar baki hai
Yaha se chale hai nayi manjil ke liye
Yeh ek panna tha abi to kitab baki hai

Trust is like a paper once its crumpled
it cant be perfect again

inkaar kiya jinhone mera samay dekhkar
vada hai mera essa smay bhi lauga ki
milna padega mujse smay leka

Khushi ek essa ahsas hai Jiski har kisi ko talash hai
Gum ek essa anubhav hai Jo sabke pass hai
Magar zindgi to vahi jeeta hai Jisko kud par vishwash hai

Usne Kaha Bhool Jao Mujhe
Hum ne bi Rotay Hoye Keh Diya Kon Ho tum

Maafi Chahta Hu Gunahgaar hu Tera
Aye DiL
Tujhe Uske Hawale Kiya jise Teri Qadar kabhi na hui

Us insaan se jaroor PYAR karo jo aapke andar 3 baaten jaan sake
1. Muskurahat ke peeche ka dukh
2. Gusse ke peeche ka pyar
3. Chup rehne ke peeche ka kaaran

Intzaar karne walon ko sirf utna hi milta hai
jitna ki koshish karne wale chord dete hai

Khana bana rehi thi is liye garam hoon
Maa ne aisa keh ke apna bukhar chupa liya
er kasz

Vikalp milege bahut Marg bhatkane ke liye
Sankalp ek hi kafi hai Manjil tak jane ke liye

Mujhko kya drayega maut ka manzar
Hm to paida hi katilon ki gli me hue hai

Judaai ka har lamha kuch yu guzara hai humne
Tum aaoge Tum aane wale ho Tum aa jao shayad

jiwan to jiwan hai,
jiwan ki na koi preet,
kahu mein ek baat,
jiwan ki na haar hai,
jiwan ki na jeet.

suno mujhe sirf itna bta do
intzaar kru ya bdal jau tumari trh

Hamdardi na karo mujh se aye hamdard dosto
Wo bhi bare hamdard the jo dard hazaron dey gye