Har kadam har pal saath hai
Door hoke bhi hum aapke pass hai
Aapko ho na ho par hume aapki kasam
Aapki kami ka har pal ehsaas hai..

Aye Zindagi Kaash Tu Hi Rooth Jaati Mujhse; Ye Roothe Hue Log Mujhse Manaye Nahi Jaate

yu to zinda hu mein
har dard k baad bhi
tu saath rahega mere
judai k baad bhi

Na Ruthna Humse Hum Mar Jayenge; Dil Ki Duniya Tabaah Kar Jayenge; Pyar Kiya He Humne Koi Mazak Nahi; Dil Ki Dhadkan Tere Naam Kr Jayenge

Puchcha jo humne kisi or k hone lage ho kya,
woh muskura ke bole pahele tumhare the kya.!

Kaash Yeh Zalim Judaai Na Hoti Ae Khuda
Tune Yeh Cheez Banayi Na HotI
Na Hum Unse Milte Na Pyar Hota
Zindigi Jo Apni Thi Woh Parayi Na Hoti.

Zuban Khamosh Aankhon Mein Nami Hogi; Yahi Bas Ek Daastan Zindagi Ki Hogi; Bharne Ko To Har Zakhm Bhar Jayega; Lekin Kaise Bharegi Wo Jagah Jahan Uski Kami Hogi

Tujhe Dekhne Ke Liye Taraste Hum
Teri Chahat Ke Liye Tadapte Hain Hum
Kyo Chali Jaati Ho Mujhse Door
Tere Bina Roz Roz Marte Hai Hum.

Zindagi Kitni Khubsurat hoti,
Agar teri chahat adhoori na hoti,
Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak
Magar pyar mein itni dooriyan na hoti.

Dil Ke Dard Ko Chupana Kitna Mushkil Hai; Toot Kar Fir Muskurana Kitna Mushkil Hai; Kisi Ke Saath Door Tak Jao Fir Dekh; Akele Laut Ke Aana Kitna Mushkil Hai

Maine Rab Se Kaha Wo Chhod K Chali Gayi Mujhe Pta Ni Uski Kya Majburi Thi
Rab Ne Kaha Isme Uska Koi Kasur Nhi Ye Kahani To Maine Likhi Hi Adhuri Thi.

Khuda Humko Kabhi Aisi Judai Na De; Unki Yaadon Se Kabhi Humko Rihai Na De; Dua Karna Dosto Mujhe Aisi Jannat Na Mile; Jahan Se Mera Pyaar Mujhe Dikhai Na De

Tumhein Jab Kabhi Mile Fursatein Mere Dil Se Bojh Utaar Do; Main Bahut Dino Se Udaas Hun Mujhe Koi Shaam Udhaar do

Dil To Karta Hai Zindagi Ko Kisi Qaatil Ke Hawaale Kar Du; Judai Mein Yun Roz-Roz Ka Marna Mujhe Achhaa Nahi Lagta

Jaane Wale Dil Ko Pathar Kar Gaye; Phir Kissi Ko Dekh Kar Dil Dhadka Hi Nahin