Shraab Dard Ki Dawa HaiPeene Se Koi Khraabi NahiDil Ke Dard Se Peete HainWaise Hum Shraabi Nahi

Teri aankhon se yoon to saagar bhi piye hain maine,Tujhe kya khabar judaai ke din kaise jiye hain maine.

Dard Ka Nasha Itana Hai,Ki Sharab Beasar HaiMaikhane Ke To Dayre Hai,Magar Gum Ka Jam To Ghar-Gahr Hai

Raat Chup Chap Hai Par Chand Khamosh Nahi,Kaise Kah Doon K Aaj Phir Hosh Nahi,Aisa Dooba Hoon Main Tumhari Aakhon Mein,Haat Mein Jaam Hai Par Pine Ka Hosh Nahi….

Mat karo meri batoon pe yakin , maine nashe mai hu,Woh thi hamare kareeb , mai nashe mai haun.

Hum To Jee Rahe The Unka Naam LekarWo Guzarte The Hamara Salaam LekarKal Woh Keh Gaye Bhula Do HumkoWo Chale Gaye Haatho Mai Jaam Deka

Aaj Se Jina Chahta Hoon, Aaj Se Pina Chahta HoonUski Yaado Main Jeene Ke Liye Pina Chahta Hoon

Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The.

Kitnay Gharoor Mai Hai Wo Mujhe Tanha Chor K “Saqi”Unhein Maloom Nahi Meray Aansu Mujhe Tanha Honay Nahi Detay

Saqii Bus To Itna Sa Kaam KarYe Sare Ilzaam Mere Naam Kar1-2 Paimane Se Mera Kya HogaSara Maikhana Mere Naam Ka

Har taraf khamoshi ka saya hai,Zindagi me pyaar kisne paya hai,Hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai,“Dekho aaj phir peekar aaya hai.”

Dil Mein Ek Dard Liye Jiye Ja Raha HoonTeri Mohabbat Ka Jaam Piye Ja Rahan HoonNa Chahte Huye Bhi Ye Kaam Kiye Jaa Raha HoonNa Jane Khud Ko Kaun Si Manzil Par Liye Ja Raha Hoon

Shraab Dard Ki Dawa HaiPeene Se Koi Khraabi NahiDil Ke Dard Se Peete HainWaise Hum Shraabi Nahi…

Nash-E-Sharab Mein ShayariLikhne Ka Alag Sa Maza Aata HaiMain Nahin Daalta Ras Shayari MeinYe To Sharab Ke Sang Aa Jata Hai

Wo Har Shaam Nasa-E-Sharab Main Madhhosh Rahate HaiOr Ham Ban Kar Pyala-E-Jam Unko Kahate HaiHam Bhi Kisi Nashe Se Kam Nahi HaiB-Sharte Log Hame Gar Bardasht Kar Paye