Hamari Kahani Sun Saki Ki Bhi Aankhon Main Aansoo Aa Jate HainSaare Maikhane Ki Sharab Peekar Bhi Hum Nashe Main Nahi Aate HainKya Karein Saki Ab To Itni Jyada Peene Lage HainKay Hum Maikhane Main Bhi Darwaje Se Lauta Diye Jate Hain

Logon Ne Kaha  Ki Main Sharabi Hoon,Maine Kaha Unho Ne  Ankhon Se Pilaiee Hai.Logon Ne Kaha  Ki Main Ashiq Hoon,Maine Kaha Ashiqi Unho Ne Sikhaiee Hai.Logon Ne Kaha  ”Dhanwant” Tu Shayar Dewana Hai,Maine Kaha Unki Mohabbat Rang Laiee Hai.

Humko To Pine Ka Bahana ChahiyeKabhi Khusi To Kabhi Gam Ka Bahana ChahiyeKam Padgai To Chillana ChahiyeJaise Pyasa Ho Aur Pyas Bujhna ChahiyeYe Koun Si Pyas Aur Kaisi PyasNajar Ke Samne Bas Har Botal,Bhara Dikhna ChahiyeKhusi Ho Ya Gam Bas Hume ToPine Ka Koi Bahana Chahiye

Mat Batao Mujhe tanhai kya hoti hai,ke main aaj phir pee ke aaya hun.Mat Batao mujhe bichadna kya hota hai,ke main aaj phir pee ke aaya hun.Mat Batao mujhe apne yeh dukh,ke main aaj phir pee ke aaya hun.Mat Batao mujhse kuch bhi ke main aajsab kuch bhulne ke liya har sharaab ka botal pee kar aaya hun.

Duriyaa Aasani Se Mitati Hai “SHARAAB”,Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai “SHARAAB”..Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam ME,Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai “SHARAAB”Thake Chuke Hai Jo Is Duniya Ke Sitamo Se,Unhe Do Pal Ki Rahat Dilati Hai “SHARAAB”Pankh Laga Ke Aasmaan Me Ud Jaate Hai Jo Panchi,Do Ghoot Me Unhe Baho Me La Sakti Hai “SHARAAB”Jiss Ka Hath Sari Duniya Chod Deti Hai,Unke Hatho Me Aksar Paayi Jati Hai “SHARAAB”..Kabhi Bhi Apne Gumon Ko Bhulna Ho To Keh Dena,Kitne Bhi Bade Gum Me Kisiko Bhi Hasati Hai “SHARAAB”

Kahin Sharab Choone Se Mujhe Nasha To Nahi HuaKahin Nashe Me Maine Sharab Ko To Choaaa Nahi

Khareeda Jaa Nahin Sakta Hai Saaqi Zarf Rindon KaBahut Sheeshe Pighalte Hain To Ek Paimana Banta Hai

Ghamon K Selaab Tu Pehle Bhi Bardasht Kr Lete Thy SaqiPar Ab Tu Ek Katray Se Bhi Aankhain Bheeg Jati Hain

Priye Gaaon Mere Tu ChalTere Shahar Mein Kya Dhara HaiWahan Boli Mein Sehad HaiYahan Botolon Mein Sab Bhara Hai

Roz Ashqo Ke Phasane NikleMaikhane Se Sharaab Ke Deewane NikleJo Dil Ka Haal Samajh Na PayaKyon Usko Ham Zakhm Dikhane Nikle

Nasha-E-Nazro Ki Shokhiyan Jab Chalti Hai,Kya Halat Hoti Hai Dil KiKar Lo Nashaa-E-Muhabbat,Kya Zaroorat Hai Sharab-E-Jaam Peene Ki

Maikhane Saje The,Jam Ka Tha DaurJam Me Kya Tha Ye Kisne Kiya Tha GaurJam Me Gum Tha Mere Armano KaAur Sab Kahe Rahe The Ek Aur, Ek Au

Akhiyon Se Pee Raha HoonMain Maikhano Main Jii Rha HoonMausam Badal Na Jaaye,Giraao Na Tum PalkeKahin Meri Zindege Ki Shaam Na Ho Jaaye

Mahobbat Ke Lamhe Sharaab Lagte HainKuch Chehre Lajavaab Lagte HainDard Itne Sahe Mohabbat Main Guzre HueKi Har Lamhe Hi Azaab Lagte Hain

Yaado Se Salaam Leta HoonWaqt Ke Haath Thaam Leta HoonZindege Tham Jaati Hai Pal Bhar Ke LiyeJab Mein Hathon Mein Sharab-e-Jaam Leta Hoon