Teri gali me aane ka maan karta hai
Jee bhar ke tujhe dekhne ka mann karta hai
Par kya bolu tujhe mein
Tujhe jitna dekhu utna kam lagta hai
Teri gali me aane ka maan karta hai
Jee bhar ke tujhe dekhne ka mann karta hai
Par kya bolu tujhe mein
Tujhe jitna dekhu utna kam lagta hai
Tera Hasta Hua Chehra UDAS Kyun Hai?Barsti Aankhonn Mein Piyas Kyun Hai?Jinki Nazro Mein Tu Kuch NahiWo Tere Liye Itna KHAS Kyun Hai
Ek Nazar Hamari Ek Nazar TumhariNazar Ne Dil Ki Nazar UtariNazar Ne Dekha Nazar Ko Aise KiKabhi Nazar Na Lage Mahobbat Ko Hamari
Tujhe Mila Nahi Humsa Koi,Humein Mila Nahi Tujhsa KoiYe To Kismat Ki Baat Hai,Ki Humari Nazar Me Is Kadar Basa Nahi Koi…
Ae Nazar Meri Nazar Ko Oss Nazar Se Na DekhKe Meri Se Meri Nazar Ko Nazar Lag Jai
Honto Pe Ulfat Ka Naam Hota HaiAankhon Main Chhalakta Jaam Hota HaiTalwarron Ki Zarurat Wahan KaisayJahaan Nazro Se Qatl-E-Aam Hota Hai
Khudko Khudki Khabar Na Lage,Koi Achha Bhi Is Kadar Na Lage,Aapko Dekha Hai Bas Us Nazar SeJis Nazarse Aapko Nazar Na Lage…
Uthi Nahi Nigah Kisi Ki TarafPaband Kar Gayi Kisi Ki Nazar Mujhay
Ye Sare Haseen Chehre Meri Tasbeeh K Daane HainNazar Se Girte Rehte Hain. Ibadat Hoti Rehti Hai…
Nazar Ke Saamne Rahe Wo Kisi Bahaane SeKhuda Kare Nazar Hate Na Us Diwaane Se
Ae Khuda Aaj Nazaro Ko Kuch Aisa Dikha De,Jaha Dekhu Bas Vahi Dikhai De,Kash Aisi Meharbaniya Ho Jaye Aaj YahaKi Usko Pukaru Aur Sirf Usko Sunaide…!!
Tujhe Palkon Mein Basaye Rakhte Hain,Duniya Ko Bhulaye Rakhte Hain,Tujhe Nazar Na Lag Jaye Meri Is Liye,Tere Aagey Palken Jhukayen Rahte Hain
Mere Hothon Ki Muskan Pe Gaur Na KijiyeDil Ke Dard Ko Dekha KijiyeChahata Hai Ye Dil Tumhe Hi KitnaZara Hum Pe Bhi Nazre Karam Kijiye
Nazron Se Nazrein Tum Churaoge Kab TakDosti Aakhir Chhupaoge Kab TakMere Paigam Tumhe Milte Rahenge Yuhi SadaMere Naam Ko Dil Se Mitaoge Kab Tak?
Le Le Deke Apne Paas Faqat Ek Nazar To HaiKyo Dekhe Zindagi Ko Kisi Ki Nazar Se Hum