Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka; Hosh Dono Mein Koh Jate Hai; Fark Sirf Itna Hai Ke Sharab Sula Deti Hai; Aur Mohabbat Rula Deti Hai

Tohfe Mein Gulaab Lekar Mat Aana; Kabar Pe Chirag Lekar Mat Aana; Buhut Pyaase Hain Hum Barso Se Ae Dost; Jab Aana To Sharaab Ki Bottle Aur Do Glass Lekar Aana

Har Baat Ka Koi Jawab Nahi Hota; Har Ishq Ka Naam Kharab Nahi Hota; Yuh To Jhoom Lete Hain Nashe Mein Pene Wale; Magar Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota

Jaam pe jaam peene se kya fayeda Raat guzri to utar jayegi Kisi ki aankhon se peeyo khuda ki kasam Umr saari nashe mein guzar jayegi

Hum Lakh Achhe Sahi Log Kharab Kahte Hai; Bigda Hua Wo Hamko Nawab Kahte Hai; Hum To Aise Badnam Ho Gaye Hai Ki; Paani Bhi Piye To Log Sharab Kehte Hain

Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peeney Ki Jagha Nahin; Kaafir Ke Dil Mein Ja Wahan Khudaa Nahin

Ek Bewaafa Ki Yaad Mein Maine Jam Utha Liya; Ek Bewaafa Ki Yaad Mein Maine Jam Utha Liya; Fir Lagaya Bread Pe Aur Fatafat Kha Liya Please Note: Saare Aashiq Bevde Nahi Hote Kuch Bhuke Bhi Hote Hain

Kabhi Yaroon Ki Mehfil Me Baith Ke Hum Bhi Piya Karte The; Kabhi Yaroon Ke Yaar Ban Ke Hum Bi Jiya Karte The; Zindagi Ne Ki Bewafi Warna; Hum Bhi Zingadi Se Pyar Kiya Karte The

Aaj Pee Lene De Jee Lene De Mujhko Saqi; Kal Meri Raat Khuda Jaane Kahan Guzregi

Rehta hu maikhane mein to sharabi na samaj mujhe; Har wo shakhs jo masjid se nikle namazi nahi hota

Yaaron Ki Mehfil Aise Jamai Jaati Hai; Kholane Se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai; Fir Tute Dil Waalon Ko Awaaz Lagayi Jati Hai; Ke Ao Yahan Dard-e-DiL Ki Dawa Pilayi Jati Hai

Na Tum Hosh Mein Ho Na Hum Hosh Mein Hain; Chalo Maikade Mein Wahin Baat Hogi

Maykhane Mein Kaise Bujhti Pyas Meri; Inn Hothon Ko Talab To Tere Hothon Ki Thi

Peenay Dai Sharab Masjid Main Baid Kay Ghalib; Ya Woh Jaga Bata Jahan Khuda Nehen Hai

Kuch Bhi Bacha Na Kehne Ko Har Baat Ho Gayi; Aao Kahin Sharab Piyein Raat Ho Gayi