Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,Naam lab par hai aur jaan baki hai .Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai …
Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,Naam lab par hai aur jaan baki hai .Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai …
Dosti Hoti Nahi Bhul Jane Ke Liye,Dost Milte Nahi Bikhar Jane Ke Liye,Dosti Karke Khush Rahoge Itna,Ki Waqt Milega Nai Aansu Bahane Ke Liye. .
Yun Chalte Chalte Thodi Zindagi Se Toh MilNa Mile Manzil Kinaare Se Toh Mil
Dekho Hai Ye Akhri Saans HamariKubul Karo Salaam-E-Ishq Hamari
Jal Uthi Hai Shama Roshni Se UskiKhatm Hui Hai Tanhaai Mehfil Me UskiMain To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski
Jise Peene Ka Salika Na ThaUsse Jaam Diya Gaya HaiJise Wafaa Se Fursat Na Mili‘Masroor’ Usse Zeher Diya Gaya Hai
Paise Ki Dugdugi Pe Naach Raha HaiAkhir Bandar Ki Aulaad Hai Aadmi
Parde Ki Baat Ab Sare-Aam Hoti HaiBandishe Waqt Nahin Subho Shaam Hoti Hain
Mohabbat Jo Janmo Tak Rehti Thi ZindaAb Bus Ek Raat Me Tamaam Hoti Hai
Dil-E-Zaar Hum Thei TumseSamjha Ashiq-E-Bewafa Jo Tumne
Kitna Pyaar Diya Usse Par Mila Kuch Bhi Nahi,Itni Gehri Chahat Ka Hasil-O-Hasool Kuch Bhi Nahi,Woh Humse Khafa The To Jaan Nikal Gayi Thi Hamari,Hum Unse Khafa Hai To Unko Malaal Kuch Bhi Nahi,Is Kadar Dukh Diye Hai Na Jaane Kis Khata Par,Par Hum Bhi Sabar Kar Gaye Aur Kiya Sawal Kuch Bhi Nahi,Uski Khushi Mein Hansne Wale Khaas Hai Uske Liye,Dukh Mein Uske Saath Hum, Hamari Misaal Kuch Bhi Nahi..!!!
Tanhai Iss Tarah BarsiKe Gham-E-Ishq Mein Jam-E-Sharab Pee Gaya
Kya Chehra Khud Ka Dekhu Us MeinAaj Chand Meri Khidki Par Aata Nahi
Yun Zamaane Se Koi Shikayat Na ThiKya Kahu Khuda Ke Ishq Ka Rang Kaisa Tha